• Categories
  • Love Quotes - SMS   16524
  • Be Khaber Apne Dil Se, Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi, Ye Or Baat Hai Manta Dil Ki, Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi, Ab Dekhiye Kya Hota Hai Anjaam Dono Ka Dono Hain Sheesha Mizaaj, Toot Ker Jurne Wala, Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi. LOVE U JANU !!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Kaha koi aisa mila jispe dil luta dete, har ek ne dhoka diya kis-kisko bhula dete, apne dil ka dard dil hi mein dabaye rakhe hain, karte bayan to mehfil ko rula dete.
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • HEART TOUCHING STORY.. . . Ek Larki Janaza Dekh Kar., {Muskurany Lagi} .. To. EkBuzurg Ne Kaha Beti Jawan Mout Par Nahi Muskurate..?? . . Larki Ansu Ponch Kar Boli Baba. KYA KARU WADA KIYA THA JAB BHI MILENGAY MUSKURA KAR MILENGAY.
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Har kadam pe aapka ehsaas chahiye, Mujhe aapka saath apne paas chahiye, Khuda bhi ro pade hamari judai se, Aisa ek rista khaas chahiye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Dost Dost Se Khafa Nahi Hota, Pyar Pyar Se Juda Nahi Hota.. Bhula Dena Meri Kamiyon Ko, Kyuki Insaan Kabi Khuda Nahi Hota..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Mere Dard Ki Inteha Na Pucho.. Meri Zndgi Me Bahut Gam Hai.. Jab Bhi Chaha Unhe Haal E Dil Sunana.. To Wo Hass Kar Bole Ki Aaj Hum Busy Bahut Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Unki Mohabbat Ko Hum Paane Mein Reh Gaye Unke Sath Zindagi Bitane Mein Reh Gaye Usne Apna Humsafar Kisi Aur Ko Chun Liya Aur Hum Use Apna Banane Mein Reh Gaye..iii
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • कभी हसता हुँ तो कभी रोता हुँ कभी हिम्मत दिखता हुँ कभी डरता हुँ कभी लड़ता हुँ सबसे कभी ऐसे ही डर जाता हुँ कभी होशियार बनता हुँ कभी बेवकुफो कि तरह बात करता हुँ कभी गाता हुँ कभी चुप हो जाता हुँ कभी याद करता हुँ तो कभी भूल जाता हुँ कभी गिरता हुँ तो कभी उठ भी ना पता हुँ कभी देखता हुँ दुनिआ को कभी आखें मूँद लेता हुँ कभी पागल बन जाता हुँ तो कभी मासूम बन जाता हुँ मै कभी कभी कुछ भी कर जाता हुँ हाँ कभी कभी ……… कभी आसमान चूमना चाहता हुँ कभी ठोकर खा के गिर जाता ह
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Are pyar hum bhi krte hai pareshan krna ise kahte nhi are bhav kyu khati ho hamare liye ladkiyo ki kami nhi. By:-kingg Rahul tiwari
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Bolti Hai Dosti Chup Rehta Hai Pyar Hasti Hai Dosti Rulata Hai Pyar Milti Hai Dosti Bicharta Hai Pyar Phir Najane Log Kyun Karte Hain Pyar?
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • KhushI MiLegI To Has na Sakoge, Gum MiLa To Ro B na Sakoge, pYar Ka 1 Dastur Hai..Jise Chahoge Use Pa na Sakoge.. Aur JIse Paoge Use Chah na Sakoge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Sheesha Aur Rishta Dono Najuk Hote Hai Par Dono Mai Farak Hai 1) Sheesha Galti Se Tootta Hai Aur 2) Rishta Galt Fehmi Se By: "V@ruN"
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Wo Samne The Par Hum Palke Utha Na Sake, Chahte To The Par Unke Pass Ja Na Sake, Kahi Dekh Na Le Wo Tasveer Apni Meri Ankho Me, Ye Soch Kar Unse Najre Mila Na Sake.
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Hamari or uski zindagi mein faraq sirf tarteeb ka hai ,, uski zindagi main hum sab k baad ate hai or hamari zindagi main sab us ke bad~~
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • उसकी बाँहों में इस तरह गुजरी आज रात पता न चला कैसे हुआ सुबह साथ-साथ क्या प्यार में ऐसा ही होता सभी को खो जाते हैं बहुत दूर, होता गजब एहसास चूमना उसके सर को, फिरना बालों में हाथ जन्नत नज़र आता, उसमें जाने है कैसी बात उसकी बाहों में इस तरह गुजरी आज रात ठहर जा ए वक्त तुझे है मेरी कसम साथ रहना चाहते हम जन्मों-जनम मुझे चाहिए न कोई चाँद न तारों की बारात बस हर लम्हा बीते मेरा अपनी जिंदगी के साथ उसकी बाँहों में इस तरह गुजरी आज रात.
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Khuda ek bar use ye ehsas dela de, kitna intjar hai zara use bata de, har pal dehkte hai rasta usi ka, na intjar karna pade mujhe aisi neend sula de. COKO
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Jb aap kisi se rooth kr nafrat se baat karo, Or Wo uska jawab mohabbat se de, To samjh jana ki wo aapko, Khud se jyada pyar karte h.
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Ai mere humnashin chal kahin aur chal, Is chaman mein ab apna guzaara nahin, Baat hoti phoolon tak to seh lete hum, Ab to kaanton pe bhi haq hamara nahin.
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Hasna aur Hasana Koshish ha Meri, Har koi Khush rahe ye Chahat hai Meri, Bhale hi Koi Mujhe Yad kre ya na kre, Hr Apne ko Yad krna Aadat he Meri
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS