Chupchap Kahi Rakha To Hai,
Ek Khawaab Humne Dekha To Hai,
Kal Shaam Yuhi Tanha Beithkar,
Tere Baare Mein Socha To Hai,
Doobte Sooraj Ugte Chaand Par,
Tere Liye Paigaam Bheja To Hai,
Behti Hawa,Saagar Ki Lehron Par,
Tera Hi Naam Likha To Hai,
Aasman Ko Jab Gaur Se Dekha,
Tera Hi Chehra Dikha Humko Hai,
Karib Ka Nahi Door Ka Sahi,
Koi Ek Rishta Bana To Tumse Hai..!!!iiiiiiiiii
Door Jakar Bhi Hum Door Jaa
Na Sakenge, Kitna Royenge
Hum Bata Na Sakenge, Gham
Iska Nahi Ki Aap Mil Na
Sakoge, Dard Is Baat Ka Hoga
Ki Hum Aapko Bhula Na Sakenge.
Be Khayaali Me Pyar Ka
Iraada Kar Liya.. Dil Ko
Betaab Hadse Jayada Kar
Liya.. Jaante Thay Dono
Isko Nibha Nahi Sakte..
Usne Bhi Wada Kar Liya
Maine Bhi Wada Kar Liya..!
Na kabhi muskurahat tere hothon se duur ho..
Teri har khwahish haqiqat ko manzoor ho..
Ho jaye jo tu mujhse khafa..
Khuda na kare mujhse kabhi aisa kasoor ho..
Maana Hum Aap Se Mil Nahi Pate,
Aisa Nahi Ke Aap Hamein Yaad Nahi Aate,
Maana Ke Jahaan Ke
Sab Rishte Nibhaye Nahi Jate,
Par Jo Bas Jate Hain Dil Mein Wo Phir Bhulaye Nahi Jate...
zindagi me 4
baate jo tumhara sath kabhi nhi chodengi
1. dil ki dhadkan
2. parchhayi
3. khushiyan
4. ek us se Rishta,
jiska aap sms padh rahe ho
samjhe.
Badi koshis ke baad usse bhula diya,
uski yaadon ko sine se mita diya,
ek din fir uska paigaam aaya likha tha mujhe bhul jao,
or mujhe her lamha yaad dila diya...
Zindgi ka pahla pyar kaun bhulta hai
Ye pahli bar hota hai jab koi kisi ko
Khud se badhkar chahta hai,
Uski pasnd uski khwahish me khud ko bhul jata hai,
Hota hai itna khubsurt pehla pyar to na jane
Kyu aksar adhura reh jata hai…
humko apne sarko chupane ki fikar hai unko to naya makaan banane ki fikar hai kisi ne laga di aag ke baki na kuch bache aur hame to har eke cheez bachane ki fikar hai masoom bul bulo ko hai dano ki talab say yaad ko to sirf nishane ki fikar hai aur wo shaks apne waste kar paye ga na kuch is dor me bhi jese zamane ki fikar hai usko fikar hai naya zakham veh kaha pe doo mujhe to gazal me sher lagane ki fikar hai
Raat hogi to chand duhai dega,
Khawabon mein aapko woh chehra dikhai dega,
Ye mohabbat hai zara sochke karna,
Ek aansoo bhi gira to sunai dega…
no love happy life