• Categories
Location |   Home >> Mix SMS >> Dosti SMS
  • Dosti SMS   241
  • Chahe Dosti Ho Ya Mohabbat, Surat Se Nahi Dil Se Hua Karti Hai, Surat To Unki Khud Achchi Lagne Lagti Hai, Jinki Kadar "DiL" Se Hua Karti Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS , Dosti SMS
  • Husn wale v khub wafao ka sila dete hai,har mod par 1 nya jakhm dete hai, ae dost es jahan me koi apna nahi ,jab aag lagti hai to patte v hawa dete hai..
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Hasrat Hai Aapko Accha Dost Banane Ki, . Khwaish Nahi Kuch Aur Paane Ki, . Shikwa Humse Nahi Khuda Se Karo, . Kya Jarurat Thi Aapko Itna Accha Banane Ki..
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • jo door hai uski kbhi aas na rakhna,, jo pass hai use hi hamesha khas rakhna,, guzar jayegi zindagi haste haste,, apne dost ki ye advice hamesha yaad rakhna
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Mere Dil, Jiger, Kidney,Liver ho tum waqt-bewaqt aaye vo fever ho tum Doob kar jisme marr jaoo vo River ho tum Mere jeevan mein ab to forever ho tum..
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • मुझसे दोस्त नहीं बदले जाते,
    चाहे लाख दूरी होने पर,

    लोगों के भगवान बदल जाते हैं
    एक मुराद ना पूरी होने पर...!!!

    मैने कहा खुदा से,
    क्या खूब दोस्त मिले है...
    क्या खूब मैनें, किस्मत पाई है,

    खुदा ने कहा हंसकर,
    "संभाल कर रख पगले,
    ये मेरी पसंद है जो तेरे हिस्से में आई है...!!!
  • 9 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS , Friendship Day SMS , Dosti SMS
  • Na dil hota, na dard hota, na kisi ke aane ka intezar hota kat jati meri zindagi tanhayi me kash yeh dil apke DOSTI me itna pagal na hota.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Hasi K Liye Ansu Kurban Khusi K Liye Gum Kurban DOST K Liye To Jaan Bhi Kurban, Agr Dost Ki Girlfrnd Mil Jaye To To $aala Dost Bhi Kurban.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Zarurat Hai AApki Hame Umar Bhar Ke Liye Dur Na Jaana Pal Bhar Ke Liye Dil Me Rehna Ek Ehsaas Banke Sada Hamare Paas Rehna Khaas dost Banke.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Ek dost mila hai dil lagane k liye. Ek dost mila hai pyar jatane k liye. Aye khuda is dost ko juda na krna, Kyunki ye dost mila hai saath nibhane k liye.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Zinda hu tab tak mujhse narazmat hona..... . . . . Ae dosto... . . . . Kyunki marne k baad mai khudhi shikayat ka mauka nhi dungi..:-(
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Duriyo se farq padta nahi, baat to Dil ki nazdikyo se hoti hai, Dosti to kuch khas aap jaiso se hai... warna mulaqat na jane kitno se hoti hai.
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Khilti Baharo Se Paigam Aajaye, Tere Labo Pe Mera Naam Aajye Ek Iltija H Tujhse Ya Khuda Mere "DOST Se Pehle Meri Jindagi Ki Shaam Aajaye
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Aap Ki Dosti Humari Kahani Hai Yeh Kahani Is Waqt Ki Meherbani Hai Humari Mout Ka To Pata Nahi Par Humari Zindagi Sirf Apno Ki Diwani Hai
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Koi marhm na is gam me kam ata hai Hawa ka jhnoka dard badha jata hai. Dosti purani hi behtar hai, Har naya dost naya zakhm laga jata hai
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Har "Yad" Me Uski "Yad" Hoti he Meri AnkhoKo uski Talas Hotihe Kitni Khubsurat Chiz he "DOSTI" K"DIL"Dharakne Me B Uski Awaz Hoti H..
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS
  • Har Majboori Se Ladna Sikh Lo. Har Gum K Saath Jeena Sikh Lo. Busy to Hum Bhi kuch Kam Nahi. Par Hamari Tarah Yaad Karna Sikh Lo..!
  • 10 years ago



    Tags : Dosti SMS