नोट :dollar: इकट्ठा करने की बजाय दोस्त :two_men_holding_hands::two_men_holding_hands::two_men_holding_hands: इकट्ठा किये है हमने इसीलिए आज पुराने भी चल रहे है.
Toofan main bikharte chale gaye.
Tanhaiyo ki gehraiyo main utrarte chale gaye.
Jannat the har shaam jin dosto k sath.
Ek-Ek karke sab bichadte chale gaye.
Aap ka ashyina dil me basa rakha hai,
Aap ki yadoo ko sine se laga rakha hai,
Pata nahi yaad aap hi kyu aate ho,
Dost to humne auron ko bhi bana rakha hai.
Doston ki dosti ne , Dosti me uljha diya,
Dost mila unme aisa k jisne pyar jga diya,
Fir tod k mera dil, mujhe sari umar rula diya,
Bs is tarah mujhe duniya ne dosti aur pyar sikha diya..
Hothon pe ulfat ke fasane nahi aate,
jo beet gaye fir wo zamane nahi aate,
dost hi hote hai dosto ke hamdard,
koi farishte yaha saath nibhane nahi aate.
Kamyabi Hoslon Se Milti Hai,
.
Aur
.
Hosla Dosto Se Milta Hai,
.
Aur
.
Dost Muqaddar Walon Ko Milte Hai
.
Isiliye
.
NALAYKO
Meri Qadar Kiya Karo Hamesha..
Dosti ka nata kabhi purana nahi hota
.
isse bada duniya me koi khajna nahi hota.
.
Dosti ka rishta pyar se bhi pavitra hota hai..
.
Kyonki isme koi majnu or diwana nahi hota.