Tere Sath k Liye Hzaro Tanhaiya kurban,
Teri Ek Jhalak K Liye Hzaro Tasver Kurban.
Tu Dost Rhe Aur Kya Chaiye,
Teri Ek Hansi K Liye Meri Hr Khushi Kurban...
Kamyabi Hoslon Se Milti Hai,
.
Aur
.
Hosla Dosto Se Milta Hai,
.
Aur
.
Dost Muqaddar Walon Ko Milte Hai
.
Isiliye
.
NALAYKO
Meri Qadar Kiya Karo Hamesha..
:kissing_heart::kissing_heart:#फर्क तो अपने-अपने #सोच में है.... वरना:point_right::two_men_holding_hands::two_men_holding_hands::two_men_holding_hands: #दोस्ती भी:couplekiss::woman::heart::woman::couple_with_heart::man::heart::man: #मोहब्बत से कम नही होती.....!!!!:kissing_heart::kissing_heart:
kisi muqam pe darna mujhe nhi aata,
Qadam qadam pe bikharna mujhe nhi aata.
Meri dosti aur pyar ka dastoor hai wafadari,
Wada kar k Mukarna mujhe nahi aata.cooooll..!!
My Advice -
Dhokha de ke dosti karo lekin
Dosti kar ke dhokha mat dena
Soch Ke Dosti karo
Leking Dosti karke mat Socho,
Dil Dukha ke Dosti karo
Lekin Dosti karne ke baad Dilmat dukhao.
Mahek dosti ki kisi ishq se kam nai hoti,
Yeh duniya ishq pe khatam nai hoti,
Aagar saath ho zindagi mein sache doston ka,
Toh yah zindagi kisi jannat se kam nai hoti.
Sath Do Humara Jeena Hum Sikhayenge
Manzil Tum Pao Rasta Hum Banayenge
Khush Tum Raho Khushiya Hum Dilayege
AAP Bas DOST Bane Raho Dosti Hum Nibhayenge.
zindagi k liya dil ki zarurat ha,,,
dil k liya khushi ki zarurat hai,,,
khushi ka liya 1 dost ki zarurat hai & acche
dost k liya " o God" sabko meri zarurat hai..