• Categories
  • Sad SMS   192
  • कोई रास्ता नही दुआ के सिवा,
    कोई सुनता नही खुदा के सिवा,
    मैने भी ज़िंदगी को करीब से देखा है मेरे दोस्त,
    मुस्किल मे कोई साथ नही देता आँसू के सिवा..!!
  • 9 years ago



    Tags : Sad SMS , Sad - Bewafa SMS
  • Karoge Yaad Ek Din Is Pyar Ke Zamane Ko Chale Jayenge Jab Hum Kabhi Na Vapas Aane Ko Chalega Mehfil Mein Jab Zikr Hamara Koi To Tum Bhi Tanhai Dhundoge Aansu Bahane Ko
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • True Lines On Zindagi.. Rishte or Raste zindagi ke do pahlu hai kabhi rishte nibhate-2 raste kho jate hain Toh Kabhi raston par chalte chalte rishte ban jate Hain Kuch ko rishte raas aa jate hain or kisi ko raste..!
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Baat Umar Bhar Kee Thi Do Pal Kee Nahi; Baat Saath Kee Thi Halaat Kee Nahi; Jahan Ke Mele Mein Haath Chhod Diya Tune; Baat Zubaan Kee Thi Kismat Kee Nahi!
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Someone Told Me… Hum Bhi Chaahenge Tujhe Heer Ki Tarha Rab Se Maangenge Tujhe Kisi Fakeer Ki Tarha Rang Naa Laayi Agar Hamari Ye Duayen To Phir Hum Reh Jaayenge Be-Rang Kisi Tasveer Ki Tarha… I Replied… Chahat Hamari Hogi Ek Geet Ki Tarha Rab Khud Hume Milaayega Ek Jeet Ki Tarha Rang Zarur Laayengi Hamaari Ye Duayen Hum Rehne Naa Denge Tujhe Kisi Tasveer Ki Tarha…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Majboori Uski Bewafai Ka Mahaj Ek Bahana Hai Dard Ko Kisi Bahane Lab Per Lana Hai Kash Wo Kabhi Ek Bar Milne Aaye Zakham Ek Gehra Use Dikhana Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Humne Unhe Pa Kar Kabhi Khona Nahi Chaha Judai Mein Unki Kabhi Rona Nahi Chaha Unhone Humare Pyar Ko Na Sambhala Kabhi Phir Bhi Humne Kisi Aur Ka Hona Nahi Chaha…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Wo Meri Tamaam Wafaon Ka Sila Kuch Is Tarah Se Deta Hai Baat Karke Kuch Aisi Mujhe Meri Nazron Se Gira Deta Hai Khyal Rakhta Hai Wo Mera Kuch Is Tarah Se Ke Zubaan Ke Nashtar Se Mujhe Maar Deta Hai Wo Teri Baat Phaans Ban Kar Atak Jati Hai Mere Dil Mein Wo Kabhi Kabhi Bin Maut Mujhe Maar Deta Hai Banti Hai Phir Meri Zaat Hi Shikwe Shikayaton Ka Mehwar Yoon Lagta Hai Mujhe Wo Mere Hone Ki Saza Deta Hai Na Jaane Kaise Sehta Hai Wo Mere Wajood Ko Mujhe Apne Upar Bojh Qaraar Deta Bhool Jati Hoon Main Bahut Jald In Jiyation Ko Wo Jab Aik Bar Mujhe Dekh Kar Muskura Deta Hai… Chandni
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS