• Categories
  • Sad SMS   192
  • Dil ka tootna toh ek bahana tha Rab ko toh apna badla chukana tha Toote ya toda jaye dil ko na hoga koi asar Hum yuhi chalte rahenge chahe kabhi ho na seher.
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Usne Mujhe Aazmaya Bohat Hai Ja Ja Ke Maine Use Manaya Bohat Hai Sach Puchiye To Bohat Pyara Lagta Hai Dil Ko Wo Shakhs Jis Ne Mujhe Rulaya Bohat Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • JAB SE DIL MEIN GUM HI GUM LAGTE HAIN___ DUNIYA MAIN HAR KOI DUSMAN LAGTE HAIN. PAL BHAR KI KHUSI KI CHAHAT HOTI HAI___ THODISI MUSKAAN KE BAAD WOHI GUM HAMARE HUM DUM LAGTE HAIN.... MANGO KUCH BHI SIRF KHUSI KE ALAWA_ YAHAN TO HAR KOI APNO KE LIYE KAATON KE CHAMAN RAKHTE HAI... MAT PUCHO HAMSE KYA HUA HAME_ BAS DUNIYA WALE KHUS RAHE _ HAM TO GUM KO DHANKTE KAFAN RAKHTE HAI..... SKT
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • #सोचा_था :relieved: #नहीं_करेंगे :point_up: अब #Post_और_शायरियां, :pencil:
    लेकिन #उनको :woman: #Online_देखा :eyes: तो #अल्फाज़ :pencil: #बगावत :kissing_heart: कर #बैठे ।। :kissing_heart::woman:
  • 10 years ago



    Tags : Sad Whatsapp Status , Sad SMS , Sad - Bewafa SMS
  • Darguzar Uski Har Khata Kar Di Humne Uske Haq Mein Aaj Phir Dua Kar Di Humne Ek Lamha Bhi Nahi Laga Khone Mein Jisko Pane Mein Sari Zindagi Gujar Di Humne
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Kya Hsino Se Dil Lgate Ho, Kabhi Zindgi Ka Maza Bhi Uthaiye Pyar Milna Nai Milna Kismet Ke Hath Hai Kisi Ko Etni Jaldi Na Khuda Banaiye…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Os Ki Boonde Hain Ya Aankho Mein Nami Hai Na Upar Aasmaan Hai Na Niche Zameen Hai Jaane Ye Kaisa Mod Hai Zindagi Ka Apki Zarurat Hai, Aur Apki Hi Kami Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Beautiful Lines To Save Relations.. Yadi Zindagi ke mode par hum tumhe bure lagne lage toh, Zamane ko batane se pahle hume ek baar jarur bata dena
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Hum Jaante Nahi Kya Hua Hai, Aap Khush Rahein Bas Yeh Hi Dua Hai, Chahat Pal Do Pal Ki Khushi Thi, Aaj Yeh Saja Hai Saja Hai Saja Hai…..
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Aaj phir tumse milne ko dil chahta hai. Pass baith ker bate kerne ko dil cahta hai. Itna hasin tha unka ansu pochneka andaj. Ki aaj phir rone ko dil cahta hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Unki Mohabbat Ke Nishan Abhi Baki Hain Naam Lab Per Hai Aur Jaan Abhi Baki Hai Kya Hua Agar Dekh Kar Munh Fer Lete Hain Tasalli Hai Ke Shakl Ki Pehchan Abhi Baki Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Kabhi Jajbat To Kabhi Yadon Ka Jikar Kiya Karte Hai , Kabhi Aansu To Kabhi Dard Ko Piya Karte Hai , Hain Hum Aap Ke Tabhi To Aap Ko, Miss Kiya Karte Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • मौसम बदल रहा है तुम अपना ख्याल रखना, . . . . . . . (◦.◦) <) )> _/ /_ बदलता मौसम और बदलते लोग बहुत तकलीफ देते हैं...
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Raat Bhar Jag Kar Yaad Unhe Karte Hai, Sath Nahi Hai Wo Pyar Jinhe Hum Karte Hai, Jeete Hai Jab Unke Bina Lagta Hai Ki Ji Kar Bhi Ek Gunah Karte Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Na dard aur na dard ka ehsas hota tha, vo shaks jb kbi mere paas hota tha, ab dard to hai pr ehsas nhi hai kyunki vo ab mere paas nhi hai..
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Tanhai jub muqaddar mein likhi hai, To kia shikayat apnon aur bayganon se, Hum mit gaye jin ki chahat main, Woh baaz nahin aatay hamain azmanay se
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS