• Categories
  • Sad SMS   192
  • Kabhi Jajbat To Kabhi Yadon Ka Jikar Kiya Karte Hai , Kabhi Aansu To Kabhi Dard Ko Piya Karte Hai , Hain Hum Aap Ke Tabhi To Aap Ko, Miss Kiya Karte Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Tum Daga Karo Tab Bhi Gaddar Nahi, Hum Wafa Karein To Bhi Gunahgar Hain, Khata Teri Nahi O Sanam Mere, Yeh To Waqt Waqt Ki Maar Hai….
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Main Udaas Hu Mujhko Udas Rehne De Abhi Thoda Aur Waqt Mujhe Apne Paas Rehne De Na Bujh Sakegi Ye Shabnam Ke Katro Se Mere Labon Pe Tu Sehra Si Pyas Rehne De
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • दर्द है दिल में पर इसका एहसास नहीं होता;
    रोता है दिल जब वो पास नहीं होता;
    बर्बाद हो गए हम उसके प्यार में;
    और वो कहते हैं इस तरह प्यार नहीं होता…!!
  • 9 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS , Sad SMS , Sad - Bewafa SMS
  • Unki Chahat Mein Dil Majbur Ho Gaya Dard Dena Unka Dastoor Ho Gaya Kasur Unka Nahi Maera Tha Maine Chaha Hi Itna Ki Unko Apne Aap Per Garoor Ho Gaya…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Mujhe aasmano mein udne ka shok hain Parindo ke beech khelne ka shok hain, Agar mjhe Jaanna ho to jara dur se hi jaanna Mai parwana hu mjhe aag me jalne ka shok h
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Koi Khud Se Bhi Pyaara Hota Hai, Koi To Dil Ka Sahara Hota Hai, Jaruri Nahi Zindagi Apne Liye Hi Pyaari Ho, Zindagi Mein Koi To Zindagi Se Bhi Pyaara Hota Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Wo Mujh Tak Aane Ki Raah Chahta Hai Lekin Meri Mohabbaton Ka Gawah Chahta Hai Khud Aate Jaate Mousamo Ki Tarah Hai Aur Mujh Se Mohabbat Ki Intiha Chahta Hai
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Na dard aur na dard ka ehsas hota tha, vo shaks jb kbi mere paas hota tha, ab dard to hai pr ehsas nhi hai kyunki vo ab mere paas nhi hai..
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Kaise Keh Dein Ki Unse Milne Ki Chahat Nahin, Bekaraar Dil Ko Raahat Nahin, Bhula Dete Unhein Bhi Magar Kya Karein Kisiko Bhulane Ki Aadat Nahi…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Badi Mushkil Se Bane Hu Toot Jane Ke Baad, Mai Aaj Bhi
    ro Deti Hu Muskurane Ke Baad, Tujhse Mohabbat Thi
    mujhe Beintiha, Lekin Aksar Ye Mehsus Hua Tere Jane
    ke Baad, Ab Tak Dhundh Rahe Hu Apne Andar Ke Us Shaks Ko,
    Jo Nazar Se Kho Gaya Hai Nazar Aane Ke Baad….!!!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS , Sad SMS
  • Zubaan Khamosh Ankhon Mein Nami Hogi Yahi Bas Ek Dastan-E-Zindagi Hogi Bharne Ko To Har Zakham Bhar Jayega Kaise Bharegi Wo Jagah Jaha Teri Kami Hogi
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Rooth Ti Hai Zindagi Toh Bekhauf Roothe Bas Sirf Woh Hamse Kabhi Na Roothe Rakh Denge Saari Duniya Ko Taak Pe Bas Hamara Saath Kabhi Na Chhuthe…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Someone Told Me… Hum Bhi Chaahenge Tujhe Heer Ki Tarha Rab Se Maangenge Tujhe Kisi Fakeer Ki Tarha Rang Naa Laayi Agar Hamari Ye Duayen To Phir Hum Reh Jaayenge Be-Rang Kisi Tasveer Ki Tarha… I Replied… Chahat Hamari Hogi Ek Geet Ki Tarha Rab Khud Hume Milaayega Ek Jeet Ki Tarha Rang Zarur Laayengi Hamaari Ye Duayen Hum Rehne Naa Denge Tujhe Kisi Tasveer Ki Tarha…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Koi Mila Hi Nahi Jis Ko Wafa Dete Har Ik Ne Dokha Diya Kis Kis Ko Saza Dete Ye Hamara Zarf Tha Ke Khamosh Rahe Warna Daastan Sunatey To Mehfil Ko Rula Dete..ii
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS
  • Humne Unhe Pa Kar Kabhi Khona Nahi Chaha Judai Mein Unki Kabhi Rona Nahi Chaha Unhone Humare Pyar Ko Na Sambhala Kabhi Phir Bhi Humne Kisi Aur Ka Hona Nahi Chaha…
  • 10 years ago



    Tags : Sad SMS