Patthar Ki pooja kar baithe hum
Anjan the,
Tumhari har Adat aur bewafai se
nadan the,
Tumhi ne bana diya hai hame bejan
murti,
Warna hum bhi pehle kisi mehfil ki
Jaan the...
Hm Aksar Un Logon Ko Ignore Kr Dete H Jo Dil Se Hmari Care Krte H:cold_sweat:....aor Hmesha Unse Attach Ho Jaate H Jo Sirf Dikhaava Krte H!!:smirk::broken_heart:
Kagaz Pe Hum Ne Zindagi Likh Di,
Ankhon Se Seench Kar Apni Har
Khushi Likh Di, Dard Jab Hum
Ne Utara Lafzon Main, Zamanae
Ne Kaha Wah Kia Ghazal Likh Di...
मेने :boy: हमेशा 13:07 दिया, :kissing_heart: तुम भी मेरा 07:02 :relaxed: हम 02:09 :couple: को हमेशा 01:07 रहना है, :wink: इस लिये मुझे_छोड़ने :pensive: की गलती 02:12 मत करना...
Bahut Chaahti Hai Par Iqraar Nahi
Karti,
Wo Paagal Hai Ya Nadaan Kyon Izhaar
Nahi Karti,
English Me Kehti Hai
"I Love U"
Aur Hindi Me Kehti Hai
"Main Pyar Nhi Karti"...............