Bahut Chaahti Hai Par Iqraar Nahi
Karti,
Wo Paagal Hai Ya Nadaan Kyon Izhaar
Nahi Karti,
English Me Kehti Hai
"I Love U"
Aur Hindi Me Kehti Hai
"Main Pyar Nhi Karti"...............
Best Line:
Insan Tab Samjhdaar Nahi Hota Jab Wo
Badi Badi Baatein Karne Lage,
Balki Samjhdaar Tab Hota Hai,
Jab Wo Chhoti Chhoti Baatein Samjhne Lage..!!
तेरे हाथ थाम :couple: कर ज़िन्दगी :couple_with_heart: की राहो पर चलना :walking: चाहता हूँ, फिर ख़ुशी :grinning: मिले या दुःख :pensive: ये मेरा नसीब :innocent: है.
Shayad fir se vo taqdeer mil jaye
Jeevan ka sab se haseen vo pal mil jaye
Chalo fir se banaaye saagar pe ret ka makaan
Shayad vapas apna BACHPAN mil jaaye
Ye duniya hai yahan pe ye tamasha ho bhi skta hai...
Abhi jo ghum humra hai tumhara ho bhi sakta hai...
Tum apne aap ko hargiz koi ilzam mat dena...
Ye soda hai mohabbat ka khasara ho bhi sakta hai...
Tum ye mat samajh na tum hi meri akhri mohabbat ho...
Mohabbat jurm hai hum se dobara ho bhi sakta hai..