Na Puchh S@M@S Ki Intiha
Kahan Tak Hai.
Tu Paisa Bacha Teri Taqat Jahan
Tak Hai.
Hame Tujhse SMS Ki Ummid
Nahi. Hame To Dekhna Hai Tu Kanjus
Kahan Tak Hai.
Nasha Mohabbat Ka Ho,
Sharaab
Ka Ho Ya Whatsapp Ka Ho
Hosh Teeno Me Khoo Jaate Hain
Fark Sirf Itna Hai Ki...
Sharaab Sulaa Deti Hai
Mohabbat Rulaa Deti Hai
Aur
Whatsapp Yaaron Ki Yaad Dilaa
Deti Hai...!!
हर मोहल्ले :house_with_garden: में एक एसा हरामखोर :smiling_imp: जरूर होता है, जिसे पता होता है की कौनसी लड़की :person_with_blond_hair: कहाँ Set :couple: है .
Kitna ajeeb apni zindagi ka safar nikla,
Saare jahan ka dard apna muqaddar nikla,
Jiske nam apni zindagi ka har lmha kar diya
Afsos whi humari chahat se bekhabar nikla.
Meri Sari Galtiyo Ko Wo Maaf Karti Hai
Bahot Gusse Me Hokar Bhi Pyar Karti Hai
Uske Honto Pe Hamesha Dua Hoti Hai
Aisa Karne Wali Sirf Hamari MAA Hoti Hai..
Shayad fir se vo taqdeer mil jaye
Jeevan ka sab se haseen vo pal mil jaye
Chalo fir se banaaye saagar pe ret ka makaan
Shayad vapas apna BACHPAN mil jaaye