Usne Raat Ke Andhere Mai
Mere Hath Ki Hatheli Pe
Likha Tha Apni Ungli Se
Mujhe Pyar Hai Tum Se
Jane Kaisi Siyahi Thi Wo
Ke Mitti Bhi Nahi Or Dikhti Bhi Nahi.
हाथों:raised_hand: में मेरे किताब:closed_book:... और सामने तेरा किताबी चेहरा:woman: किताब:closed_book: पढ़ा जाता नही.. और तेरा चेहरा:woman: पढ़ने आता नही।
Mujhe Dekh Muskuraya Na Karo, Raaton Ko Khawab Main Aakar Jagaya Na Karo, Mohabbat Hai Yaa Hai Nafrat Humse Saaf Saaf Kehdo, Yuh Khamosh Reh Kar Dil Humara Jalaya Na Karo.
Meri Sari Galtiyo Ko Wo Maaf Karti Hai
Bahot Gusse Me Hokar Bhi Pyar Karti Hai
Uske Honto Pe Hamesha Dua Hoti Hai
Aisa Karne Wali Sirf Hamari MAA Hoti Hai..
Ladko Ka Hisaab Kitaab Karne Ki
Kshamta
Daaru Pitey Time Dekhni Chahiye..
.
.
Sab Ke Peg Mein Ek Ek Boond Aise
Barabar
Dekh Ke Daaltey Hai
,
,
Jaise Amrit Pee Rahe Ho..
Bahut Chaahti Hai Par Iqraar Nahi
Karti,
Wo Paagal Hai Ya Nadaan Kyon Izhaar
Nahi Karti,
English Me Kehti Hai
"I Love U"
Aur Hindi Me Kehti Hai
"Main Pyar Nhi Karti"...............