1) Tumse bichde to malum hua k maut b koi cheez h ghalib
Zindigi toh woh thi jo hum teri mehfil mein guzaar aaye…
2) Tere na hone se zindagi mein bus itni si kami rehti hai,
Main chahe lakh muskurau in ankho mein nami rehti hai…
3) Agar nend aa jaaye toh so bhi liya karo….
Raato ko jagne se muhabbat lota nahi karti…
4) Ye dil hi to janta hai meri pak mohabbat ka aalam
Ke mujhe jeene ke liye sanso ki nahi teri jarurat hain
5) Raat bhar jalta raha ye dil usi ki yaad mein..
samaj nhi aata dard pyar karne se hota h ya yaad karne se
1) Takleef to zindagi hi deti h maut ko to log yuhi badnaam karte h
2) Manzil mil hi jayegi bhatakte hi sahi,
Gumrah to wo log h jo ghr se nikle hi nahi
3) Jab tak hum ye jaan pate h ki zindagi kya h
Tab tak ye aadhi khatm ho chuki hoti hain
4) Maut Jeevan ka ant karti h, rishte ka nahi
5) Gum na karna zindagi me kyuki gum ek h,
Chod do saare gum kyuki khusiyaan anek h
6) Kisi se kabhi koi umeed mat rakhna,
Kyu ki umeed humesha dard deti hain
"दोस्त की अहमियत समझो तो दोस्ती करना,
दर्द की अहमियत समझो तो मोहब्बत करना,
वादे की अहमियत समझो तो उसे पूरा करना,
ओर हमारी अहमियत समझो तो याद ज़रूर करना."
Dosti ne pyar se pucha.
.
Tu insan ko kya deti hai..
.
Pyar ne kaha..
Mein pyar dekar phir gehre
zakham de jati hu.
.
Phir pyar ne pucha..
tu insan ko kya deti hai..
.
Dosti ne kaha..
Jaha tu pyar k bad gehre zakham dejati hai.
Waha mein dosti bankar use
marham deti hu.. . . !
1) Friends are God’s way of taking care of us.
2) Friendship doubles your joys, and divides your sorrows.
3) A friend knows the song in my heart and sings it to me when my memory fails.
4) Friends are like Stars.. you can’t always see them, but you know they’re always there.
5) A road to a friend’s house is never long.
6) Friendship is one mind in two bodies.
7) A true friend sees the first tear… catches the second… and stops the third.
8) Everyone hears what you say. Friends listen to what you say. Best friends listen to what you don’t say.
9) We are best friends forever, I’ll be there for you whenever.
10) When life becomes a bumpy ride, real friends are always by your side.
आँख से अंधे को दुनिया नहीं दिखती.
काम के अंधे को विवेक नहीं दिखता.
मद के अंधे को अपने से श्रेष्ठ नहीं दीखता.
और
स्वार्थी को कही भी दोष नहीं दिखता.
:-चाणक्य.
शुभप्रभात आपका दिन शुभ और मंगलमय रहे.