Aye Maut Tujhe Gale Lagana Chahta Hun.
Kitni Wafa Hai Tujhme Aazmana Chahta Hun.
Logon Ne Bahut Rulaya Hai Mujhe.
Tere Sath Mile To Logo Ko Rulana Chahta Hun.
Bank Ke Lootere Bank Mein Ek Sher Farmate Hain,
Taqdeer Mein Jo Hai Vahi Milega
Wah… Wah…
Taqdeer Mein Jo Hai Wahi Milega
Hands Up Koi Apni Jagah Se Nahi Hilega…
: अर्ज किया है........... किसी को मोहब्बत में जुदाई ना मिले...वाह वाह..... वाह वाह..... किसी को मोहब्बत में जुदाई ना मिले...वाह वाह..... वाह वाह..... जो Group में मैसेज ना करे उसे ठण्ड में रजाई ना मिले...... :stuck_out_tongue_winking_eye::stuck_out_tongue_winking_eye::stuck_out_tongue_winking_eye: :smile::smile::smile::joy::joy::joy: Happy Winter
Shayar voh nahi jo kalam utha liya karte hai,
Shayar voh bhi nahi jo tareefo pe jiya karte hai.
Shayar toh voh sakhas hote hai,
Jo dard ko bhi tadpa diya karte hai…
MUST READ IT " KABHI USKO NAZAR-ANDAAZ NA KARO JO AAPKI BAHUT PARWAAH KARTA HO WARNA KISI DIN AAPKO EHSAAS HOGA KI PATHAR JAMA KARTE-KARTE AAPNE HEERE GANWA DIYE... neet
Judge – You are crossing the limits.
Lawyer – Kaun Saala aisa kehta hai?
Judge – How dare you call me saala?
Lawyer – My Lord, I said kaun ‘Sa Law’ kehta hai?
Mohabbat Karli Tumse Bahut Sochne
Ke Baad, Ab Kisi Ko Dekhna Nahi
Tumhein Dekhne Ke Baad, Dunia Chod
Deinge Tumhein Pane K Baad, Khuda
Maff Kre Itna Jhoot Bolne Ke Baad!
AaJ KaL Ki Ladkiya Husn Pe NaaZ Karti Hai..
Wah...wah...
AaJ KaL Ki Ladkiya Husn Pe NaaZ Karti Hai..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Grammar to aata nahi Magar english mein baat karti hai
Woh choom lain aik bar to aati nahi neend,
unki awaz suntay suntay raat jati hai beet,
is liye kehte hoon yeh risk na uthao,
“MORTIEN JALAO MACHAR BHAGAO”