Book khulte hi exam ka sama hota hai,
aise mousam mai hi to dimag kharab hota hai.
dimag ki baatein paper main nahi aati,
ye fasana to mark sheet per bayan hota hai…..
Na ishq kar mare yaar yeh ladkiya (girls) bahut satati hai,
na karna in par aitbaar yah kharcha bahut karwati hai,
recharge tum karwa ke dete ho aur number mera lagati hai..
खिडकी से देखा तो रस्ते पे कोई नही था खिडकी से देखा तो रस्ते पे कोई नही था वाह वाह फिर रस्ते पे जाके देखा तो खिडकी मै कोई नही था :joy::grin::grimacing::laughing::laughing:
Arz he..
Hum bhi dost tere lie TAJ MAHAL banaaenge..
Gaur farmaaiga...
Hum bhi dost tere lie TAJ MAHAL banaaenge..
Ek cup shubah .. or ek cup shaam ko pilaenge
Majnu Ko Laila SMS Nahi Aaya
Majnu Ne Do Din Se Khana Nahi Khaya
Majnu Marne Vala Tha Laila K Pyaar Me
Laila Baithee Thee Sms Free Hojane Ke Intezar Me…
Itna khubsurat kaise muskura lete ho,
Itna qatil kaise sharma lete ho,
Kitni aasani se jaan le lete ho,
Kisi ne sikhaya hai.. ya bachpan se hi kamine ho
Khwabo K Andar Zinda Mat Raho;
Balke Apne Andar Khwabo Ko Zinda Rakho;
Mohabbat Unse Nahi Hoti Jo Khoobsurat Ho;
Khoobsurat To Wo Hota Hai Jinse Mohabbat Ho!!!
Use karte hain make-up ka dabba roz kyu
Ban sanwar kar nikalte hain roz kyu
Mummy, tum to kehthi thi Eid to kab ki gayi
Phir padosan se gale milte hain papa roz kyu.