Jab Zindagi Se Mayus Hote Hai,
Sochthe Hai Kya Khoya Kya Paya Hai,
Khone Ko To Hisab Nahi Hai,
Yaad Raha To Bas Itna Ki,
Tum Jaisa Pyara Dost Paya Hai.
”YAADON” ko bhulane main kuch dair to lagti hai,
”ANKHON” ko sulany main kuch dair to lagti hai,
Kisi ”SHAKHS” ko bhula dena itna aasan nahi hota,
”DIL” ko samjhany main kuch dair to lagti hai,
Bhari ”MHAFIL” main jab koi achanak yaad aa jay,
Phir ”ASHK” chupany main kuch dair to lagti hai,
Jo shakhs ”JAAN” se b pyara ho achanak door ho jay,
Dil ko ”YAQEEN” dilany main kuch dair to lagti hai
Swee2.......g
Din Beet Jate Hai Suhani Yaade Bankar,
Bas Baate Reh Jati Hai Kahani Bankar,
Par Dost To Hamesha Kareeb Rahenge,
Kabhi Muskan To Kabhi Aankho Ke Aanshu Bankar.
Kuch Yaad Karke Jalna Azib
Lagta Hai, Dheere Se Pighalna
Azib Lagta Hai, Oaron Ke Badale
Se Mujhe Fark Nahi Padta, Kuch
Apno Ke Badalna Azib Lagta Hai.
Mehfil Na Sahi Tanhai Mein To Yaad Karoge,
Kabhi Uss Khuda Se Fariyad Karoge,
Na Mila Hai Na Milega Mere Jaisa Dost,
Kabhi To Iss Baat Par Naaj Karoge.
Dosti ki wafadari me gum ka andhera aata kyu hai,
jise humne chaha wo hume rulatakyu hai,
agar wo mere nasib mei nahi,
to khuda aise logo se milata kyu hai.
Ek lamha me ek manzar guzar jata hai;
jab koi apna begana nazar ata hai,
yu to awaz ati hai har shishe ke tutne ki;
par kabhi-2 bina awaz ke bhi sab kuch toot jata hai.
Zindagi Usi Ko Aajmati Hai,
Jo Har Mod Par Chalna Jaante Hain
Kuch Paakar To Har Koi Khush Rahta Hai
Par Zindagi Usi Ki Hai Jo Sab Kuch
Khokar Bhi Muskurana Jaante Hain
Doston Ki Dost Hi Jaan Lene Lage Hain.
Ab To Vafa Mein Bhi Imtahan Hone Lage Hain.
Kho Gayi Tahazeeb-Insani Insanon Se,
Insaniyat Bhi Insan Khone Lage Hain.
Kal Tak Thi Chhoone Se Nafarat Jinhen,
Wo Bhi Munh Sharab Se Dhone Lage Hain.
Doston Ki Dost…. Bharosa Uth Gaya Insan Ka Insan
Se,
Bete Bhi Zamanat Baap Se Lene Lage Hain.
Farz Bacha Hi Nahin Is Jahan Mein Koi,
Nauker Ke Bhi Malik Pe Ehasan Hone Lage Hain.