Zindagi Ke Tufano Ka Sahil H Teri Dosti,
Dil Ke Armaano Ki Manzil H Teri Dosti,
Zindagi Bhi Ban Jayegi Apni To Jannat,
Agar Maut Aane Tak Sath De Teri Dosti.
Aap Yaad Nahi Karte Hum Bhula Nahi Sakte,
Aap Hansa Nahi Sakte Hum Rula Nahi Sakte,
Dosti Kitni Khubsurat Hai Humari,
Aap Bata Nahi Sakte Hum Jata Nahi Sakte.
Unki Na Thi Khataa, Hum Hi Kuch Ghalat Samjh Bethe,
Wo Mohabbat Se Baat Karte The, Hum Mohabbat Hi Samjh Bethe,
Yehi Hai Ab Meri Dua Unke Liye, Unhe Mile Sare Jahan Ki Khushiyan,
Par Koi Mujh Sa Na Mile, Bas Koi Mujh Sa Na Mile.
आओ किसी शाम मुझे टूट के बिखरता देखो।मेरी रगों में जहर जुदाई का उतरता देखो, किस किस अदा से तुझे मांगा है तुझी से।आओ कभी मुझे सजदों में सिसकता देखो मेरे गोविंद! !!!!!!!!!
Kaik alag tamari ae rit mane game che..
tame karo cho ae tarkib mane game che..
mitro to che ketlay pan......
tame nibhavo cho ae Dosti ni rit mane game che...
Koi Dost tujh jaisa Banaya Jaye!
Jiske Asuon Ko Palko Me Chupaya Jaye!
Rahe tera Mera Rishta Kuch Aisa Ki
Agar tu Rahe UDAS To Humse Bhi Na MUSKARAYA jay.
Dosti ka pehala salaam aapke naam,,,,,,,,,,
Hamaari zindagi ki akhari sham aapke naam.
Iss safar main humsafar hain hum dono,,,,,,,,,
Is dosti ko nibhana hain aapka kaam………..
Wo ishk to karti hai par janon nahi karti.
Wo katal to karti hai par khon nahi karti.
Eis kadar kanjoos hai meri chahne wali
Mis call to karti hai phon nahi karti