• Categories
  • Friendship Shayari SMS   1660
  • --- एक मुलाकात करो हमसे इनायत समझ कर हर चीज का हिसाब देंगे --- --- कयामत समझ कर, मेरी दोस्ती पे कभी शक ना करना, हम दोस्ती भी करते है इबादत समझ कर..---
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dosti Nibhana Koi Aap se Sikhe Rishte Banna Koi aap se Sikhe Bahut Tarif karli ap aap Ki SMS ka paisa Bachane Koi aap se Sikhe.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Tere saath guzra lamha jab bhi yaad ayega Is janam ke baad bhi tera khayal layega Agar bakshi bar bar zindagi Uparwalene mujhe Tujse dosti karne ko hardum ji chahega…
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Mehfil Na Sahi Tanhai Mein To Yaad Karoge, Kabhi Uss Khuda Se Fariyad Karoge, Na Mila Hai Na Milega Mere Jaisa Dost, Kabhi To Iss Baat Par Naaj Karoge.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dosti ki dor sajaye rakhana. dil ko dil se milaye rakhnakya lekar jana hai sath me bas meethe lafzo se hamare is rishte ko banaye rakhana.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Aankhon mein basne wala pyara sa ishara ho, Andheri raat mein chamakta sitara ho. Chhu v nahi sakti udasi kabhi usko, Jiska koi DOST itna pyara ho.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • "दोस्ती ज़िन्दगी में रौशनी कर देती हैं, हर ख़ुशी को दोगुनी कर देती हैं....., कभी झूम के बरसती हैं बंज़र दिल पे, कभी अमावस को चांदनी कर देती हैं."
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Har arju hamesha adhuri nahi hoti, dosti me kabhi duri nahi hoti, jinke dil me rahte ho aap jese dost, UNKE LIYE TO DHADKAN BHI JARURI NAHI HOTI.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dil se dil mushkil se milte hai. Tufano me sahil muskil se milte hai. Yun toh mil jaata hai har koi magar aap jaise DOST kismat se milte hai....
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Teri Dosti Hum Is Tarah Nibhayenge, Tum Roz Khafa Hona Hum Roz Manayenge, Par Maan Jana Humare Manane Se, Warna Yeh Bhigi Palkein Le Ke Hum Kaha Jayenge.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Jaan nahi sirf sath chahiye Sacchi Dosti ka ehsas chahiye Jaan to Ek pal me di jaa sakti hai Pr hume aapka Sath apni aakhri saas tak chahiye.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Ek Pal Ki Ye Baat Nahi, Do Pal Ka Ye Sath Nahi, Waise To Zindgi Ek Safar Si Ban Gayi Hai, Par Wo Safar Hi Kya Jisme Aapka Sath Nahi..
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Aasmaan Se Utaari Hai, Taaro Se Sajaai Hai, Chaand Ki Chaandni Se Nahaai Hai, Mere Dost! Sambhaal Ke Rakhna Ye Dost Ye Meri Jindagee Bhar Ki Kamaai Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Doston k sath wo mastiyan, badmashiya fir kahan.. Fir kahan history ka wo class bunk karna chemistry k period m sona fir kahan.. Fir kahan teacher k question puchne p chup chup khade hona Teacher k absent hone p jayda kush hona fir kahan.. Fir kahan jeele is pal ko jee bhar k ye sab fir kahan.. Fir kahan
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • AApke DIl me DOSTI ki buniyaad rakhenge, Khud KO kaid TUJHKO AJAAD rakhenge, kahi ho na jaye Koi GUSHKAHI hamse, Isliye Apne KADAM ham tumhare BAad rakhenge.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Har acchi chiz ka bura jawab nahi hota, har husna lajwab nahi hota, nazar to nazaro se milti hai, par har nazar ka matlab pyar nahi hota
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dost Kya Khoob Wafaon Ka Sila Dete H, Har Naye Mod Par Ek Zakhm Naya Dete H, Tum Se To Khair Ghadi Bhar Ki Mulakat Rhi, Log Barson Ki Rafakat Ko Bhula Dete H, Kaise Mumkin Hai Ke Dhuwan Bhi Na Ho Aur Dil Bhi Jale, *** Padti H To Patthar Bhi Sada Dete H, Kaun Hota H Musibat Mein Kisika Aye Sanam, Aag Lagti H To Patte Bhi Hawa Dete H, Jinpe Hota H Bahut Dilka Bharosa Jane Kyon, WaQt Padne Pe Wohi Log Daga Dete H...
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Ya dil pyar ke qabil na raha Koi bhi izhar ke qabil na raha, Is dil main bas gayi dosti aapki ab tu chand bhi deedar ke kabil na raha!
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dosti Ke Baad Muhobbat Ho Sakti Hai.. Lekin Muhobbat Ke Baad Dosti Nahi Ho Sakti. Kynuki Dawa Mout Se Pehle Asar Karti Hai Maut Ke Baad Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Kabhi dosti me duriya ati hai, Kabhi majburiya ati hai, In duriyo ka aana bhi zaruri hai, Kyunki ye duriya hi to sacche dost ka ehsaas dilati hai...
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS