Sbne kaha tum me pehle jaisi bat nahi?
Maine kaha zindagi me uska sath nahi...
Sbne kaha ab bhi kisi ki aankho me
doob sakte ho?
Maine kaha ab kisi aankh me wo baat
nahi... Sbne kaha kyu itna toot kar chahause?
Maine kaha insan hu pathar nahi...
Sbne kaha kya bewafa hai woh?
Maine kaha mujhe ab wafa ki talash
nahi..
Sbne kaha bhul ja use ab? Maine kaha WOH HAQIQAT HAI KOI
KHWAB NAHI...
($ raaba kadi kesi nu pyar na hobe $)
Har DOSTI ki Taqdir wo KHUDA Likhta h,
.
Dosto ko ek Dusre se Juda wo Karta h,
.
Wo Aazmata h DOSTO k PYAR ko..
.
Dekhta h kon DOST kisko kitna YAAD karta h.
Bahut Kuch Sikha Jaati Hai Zindgi,
Hansa K Rula Jati Hai Zindgi..
Jee Sako Jitna Utna Jee Lo Dosto,
Kyuki Bahut Kuch Baaki Rehta Hai,
Aur Khatam Ho Jati Hai Zindgi.
Rang Dikhati Hai Yeh Zindagi Kitne
Gaer Bhi Ho Jaate Hai Ikk Pal Mein Apne
Na Jana Kabhi Sapno Ki Duniyaa Mien
Toot Jata Hai Dil, Toot Te HainJab Sapne…
Zindagi Har Pal Khaas Nahi Hoti,
Phoolo Ke Khusboo Hamesha Paas Nahi Hoti,
Hamara Milna Hamare Taqdeer Mein Likha Tha,
Warna Itni Pyaari Friendship Se Itefaq Nahi Hoti.