Dil se dil badi mushkil se
milte hai
Tufano main sahil badi
mushkil se milte hai,
Youn to mil jaata hai har
koi,
Magar aap jaise dost
naseeb walon ko milte
hai …
Har Kisi Ki Ek Alag Kahani
Sabko Yaha Apni Manzil Hai Pani
Raaste Kafi Mushkil Hai
Thokar Khana Yaha Har Kisi Ko Hai
Q In Raho Mein Hum Kisi Se Mil Jate Hai?
Kabhi Pyar Kabhi Dost Woh Q Kehlate Hai?
Khushi Unko Bole Bina Chain Nahi Milta
Gammo Ko Unse Bate Bina Aaram Nahi Milta
Kaisa Hota Hai Yeh Rishta
Jo Hal Pal Hamare Sath Rehta
Phir Bhi Jab Ek Mod Zindagi Ka Aata
Dosto Ko Piche Chod Ke, Pyar Ko Chahata
Yaha Koi Rishta Naata Saga
Nhi Hota, Ab To Duniya Me
Koi Waada Waffa Nhi Hota,
Dushman Ki Dushmani Pe Bhut
Nazh Hame, Dosto Se To
Haq-E-Dosti Bhi Ada Nhi Hota.
Teri aarju me humne baharo ko dekha,
tere khayalo me humne sitaro ko dekha.
Hume pasand tha saath aapka, warna in aankho ne to hazaro ko dekha..{enjoy with Priya4love by GIRJESH VERMA
Dekha hai humane bhi aajma kar,
De jate hai dhokha log karib aakar!
Kahati hai duniya magar dil nhi manta,
Kya aap v bhool jaoge hume apna Dost banakr..
Din Beet Jate Hai Suhani Yaad De Kar
Baate Reh Jaati Hai Kahani Bankar
Par Dost To Hamesha Dil Ke Karib Rahenge
Kabhi Muskaan Bankar To Kabhi Aankho Ka Paani Bankar.
Dil Ki Choton Ne Kabhi Chain Se Rehne Na Diya,
Jab Chali Sard Hawa Maine Tujhe Yaad Kiya,
Is Ka Rona Nahi Kyun Tum Ne Kiya Dil Barbaad,
Is Ka Gham Hai Ke Bohat Der Mein Barbaad Kiya.
Log Har Manjil Ko Mushqil Samajte Hai,
Hum Mushqil Ko Manjil Samajte Hai,
Bada Fark Hai Logo Me Or Hum Mein,
Log Zindagi Ko Dost Or Hum Dosto Ko Zindagi Samjte Hai.
Ham Duniya Mein Nahi Dilo Mein Raaz Karte Hai,
Hum Se Milne Ko Log Apna Naseeb Kehte Hai,
Jis Se Bhi Karte Hai Hum Dosti Yaha Par,
Zamane Wale Uss Shaqs Ko Hi Kushnaseeb Kehte Hai.
Dosti ki wafadari me gum ka andhera aata kyu hai,
jise humne chaha wo hume rulata kyu hai,
agar wo mere nasib mei nahi,
to khuda aise logo se milata kyu hai.