Doston ko bhul ne walo mein se hum nahi,
Sath chod ne walo mein se hum nahi,
Ye dosti to hum umar bhar nibhayenge,
Kyuki wada todne walo mein se hum nahi.
Unka Ashiyana Dil Mein Basa Rakha Hai,
Unki Yaado Ko Seene Se Laga Rakha Hai,
Pata Nahi Yaad Aate Hai Wohi Kyun,
Waise Dost To Hamne Auron Ko Bhi Bana Rakha Hai.
Dekha Hai Humne Bhi Aazma Kar,
De Jate Hai Dhoka Log Karib Aakar,
Kehti Hai Duniya Magar Dil Nhi Manta,
Kya Aap Bhi Bhool Jaoge Hume Apna Dost Banakar.
Khushi Ke Aanshu Kabhi Rukne Na Dena,
Gam Ke Aansu Kabhi Behne Na Dena,
Yeh Zindagi Na Jane Kab Rook Jayegi,
Magar Ye Pyari Si Dosti Kabhi Tutne Na Dena.
Hasrato Ki Nighon Pe Sakht Pehra Hai,
Na-Jaane Kis Umeed Par Dil Thehra Hai,
Teri Chahton Ki Kasam Aye Dost,
Apni Dosti Ka Rishta To Pyaar Se Bhi Gehra Hai.
tujhe paane ki is liye zid nahi karte
ke tujhe khone ko dil nahi karta
tu milti hai to is liye nazre nahi uthate
ke phir nazrein hatane ko dil nahi karta.
Doston ke mehfil me har gum bhul jate hai,
Akele hokr bhi tanhaiyon ka humdum bhul jate hai,
Pyaar se mili to bas mili hai ruswaiyan..
Yaaron ki khusi me har gum bhul jate hai.
Kuch sochu to tera khayaal aajata hai
Kuch bolu o tera naam aa jatahai
Kab tk chupau dil ki baat
Uski har ada pr humko pyar aa jata
hai….
.
.
.dinesh jangir
Ek sacchi dosti baarish ki tarah nahi hoti,
jo aaye or chali jaaye,
prantu hawa ki tarah hoti hai
jo dikhai nahi deti par hamesha har pal mehsus hoti hai…