Humne Pucha Kaise Ho Jwab Na Aaya,
Iss Berukhi Se Humara Dil Bhar Aaya,
Socha Galti Kiski Hai To Ye Khyal Aaya,
Shayad Ye Nachij Dost Kisi Ko Pasand Hi Nahi Aaya.
Aap haso to khusi mujhe hota hai
Aap ruthe to ankhen mera rota hai
Aap dur jao to bechaini mujhe hota hai
Mehsus karke dekho to dosti aaisa hota hai...
Take Care.
दिल बदल ना देना , सिम कार्ड की तरह
दोस्ती लो मत करना , बॅटरी की तरह
प्यार कम ना करना , बॅलेन्स की तरह
बीच मे छ्चोड़ ना देना , नेटवर्क की तरह
हमेशा मेरा साथ निभाना , चारजर की तरह…
Dosti Ka Safar Bhi Kitna Suhana Hota
Hai
Kabhi Hasna To Kabhi Rulana Hota
Hai
Dil To Kehta Hai Sath Rahe Zindagi Bhar
Lekin
Sabhi Ko Ek Din Bichad Jana Hota
Hai…
happy friendship day
Phir na simtegi agar dosti bikhar jayegi,
zingdi zulf nahi jo phir sanwar jayegi,
jo khushi de tumhe, tham lo daman uska,
zindgi rokar nahi hans kar guzar jayegi.
Koi Rasta Nahi Dua Ke Siwa,
Koi Sunta Nahi Khuda Ke Siwa,
Maine Bhi Zindagi Ko Karib Se Dekha Hai Mere Dost,
Musqil Mein Koi Sath Nahi Deta Aansu Ke Siwa.
osti hum ne khoob nibhayi hai….
dosti aur pyaar me na koi dewaar banayi hai….
log to dosti karte hain chehre dekh kar….
par aap ne to dosti ki ek alag pehchaan banayi hai…