• Categories
  • Friendship Shayari SMS   1660
  • Hume Jeene Nahi Deti Hai Ye Gujari Huyi yaadein Hame Se Bhooli Nahi Jati Hai Ye Biti Huyi Baatein Ab Kaise Kahein Ham Tum se Ye Dost Teri Baatein Hame Har Pal Yaad Dilata Hai Teri Har Chhoti chhoti Baatein.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • KHUSHBOO MEIN EHSAS HOTA HAI DOSTI KA RISHTA KHAAS HOTA HAI HAR BAAT KO ZUBAAN SE KEHNA MUMKIN NAHI ISLIYE DOSTI KA NAAM VISHWAAS HOTA HAI.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Nasibo Ke KheL Bhi Ajib Hote Hai, Pyar Me Aanshu Hi Nasib Hote Hai, Kon Hona Chahta Hai Apno Se Juda, Par Aksar Bichadte Hai Wo Log Jo Karib Hote Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Pani Rukta Nahi Use Rokna Padta He Dost Koi Banata Nahi Use Banana Padta He 2sti Ka Rishta Jindagi Se Juda Hota He Isliye Use Zindgi Bhar Nibhana Pdta He.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dil Se Kuch Der Usko Juda Rakhu, Mare Bas Mein Nahi Mai Usko Khafa Rakhu, Nahi Hai Kuch Bhi Mare Dil Mein Siva Uske, Mai Usko Bhula Du To Yaad Kya Rakhu.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Yaad Mat Karna SHAYAR ho javoge Dil Mat Lagana DIWANE ho javoge Pyar Mat Karna PAGAL ho javoge Sirf Dosti karna dushman k B YAAR ban javoge.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dil Ye Chahe Paas Rahe Mere Kaano Me Teri Aawaaz Rahe Chahe To Bhi Alag Na Ho Paaye Apni Dosti Duniya Me Aisa Tera Mera Saath Rahe.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Humari Dosti Ki Umar Humse Jayda Hogi Humari Har Awaz Humare Liye wada hogi aap B Sun lo Kaan khol k Jisne Pehale Todi Uski Pitayi zayda hogi.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • तू बेशक अपनी महफ़िल में मुझे बदनामकरती हैं... लेकिन तुझे अंदाज़ा भी नहीं कि वो लोगभी मेरे पैरछुते है जिन्हें तू....भरी महफ़िल में सलाम करती है
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Teri Yaari hi meri jaan hai, Shayad is hakiqat se tu anjaan h Mujhe khud nahi pata me kaun hu Kyunki teri Dosti hi meri pehchan hai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • When i close my eyes. You seem to be my sweetheart, If God ever decides to take you, Away from me on that day. I will ask “Him” close my eyes forever………
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Har Arju Hamesha Adhuri Nahi Hoti, Dosti Me Kabhi Duri Nahi Hoti, Jinke Dil Me Rahte Ho Aap Jese Dost, Unke Liye To Dhadkan Bhi Jaruri Nahi Hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dekhi Hazaron Mehfilen Par Ye Fiza Kuch Aur Hai, Jalwe Dekhe Hazaron Par Unki Adaa Kuch Aur Hai, Waise To Jaam Hain Hazaron, Par Unki Dosti Ka Nasha Kuch Aur Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dil Ke Sabhi Halaat Mujhe Keh Lene Do, Behte Hai Ashq To Inhe Behne Do, Bewafai Shamil Na Karo Dosti Ki Raho Mein, Kam Se Kam Dosti Ko To Dosti Hi Rehne Do.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Chla ja re SMS ban ke gulab, hogi sachchi dosti to aayega javab, agar naa aaye to mat hona udas, bas samjh lena ki mere liye vakt nhi tha unke paas.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Kyun mushkilon mein saath dete hain dost Kyun gham ko baant lete hain dost Na rishta khoon ka na riwaaz se bandha Phir bhi zindagi bhar saath dete hain dost!
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • AE Dost zindgi ki asli udaan abi baki hai zindagi ke kai imtehaan abi baki hai abhi to naapi hai muthi bhar zami aage abi sara asmaa baki hai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Aankhe To Dosti Ki Zubaan Hoti Hai. Sacchi Dosti To Sada Bezubaan Hoti Hai. Dosti Me Dard Bhi Mile To Kya Ghabraana Suna Hai Dard Se Hi Dosti Jawaan Hoti Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Har Khamosh Chehera Sad Nahin Hota, Har Insaan Bad Nahin Hota, Kaise Kahu Par Such Hai Yeh, Har Koi Aapki Tarah Mad Nahin Hota.!! M-Mera, A-Aaccha, D-Dost..!!
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Ek Harf Tasalli Ka, Ek Lafz Mohabbat Ka Khud Apne Liye Usne Likha To Bahut Roya Pehle Bhi Shikaston Pe Khai Thi Shikast Usne Lekin Wo Tere Haathon Haara To Bahut Roya.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS