• Categories
  • Friendship Shayari SMS   1660
  • Dosti Ki Hai To Nibhayenge Hum, Musibat Aayi To Hath Badhayenge Hum, Zindagi To Jee Lenge Sath Mein Par, Maut Aayi To Akele Chale Jayenge Hum.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • वक्त की यारी तो हर कोई करता है मेरे दोस्त,,, मजा तो तब है जब वक्त बदल जाये पर यार ना बदले...
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Iss Dosti Ka Andaaj Kuch Aisa Hai, Kya Btaye Ye Raaj Kaisa Hai, Kon Kehta Hai Ki Aap Chand Ki Tarah Ho, Sach To Yeh Hai Ki Chand Aap Jaisa Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Tute hue phool khushboo de jaate hai. Beete hue pal yaaden de jaate hai. Her dost ka andaz hai apna apna. Koi hansi ke phool to koi ghum ke sagar de jaate hai..
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Zindagi bhar sath hum denge, girne lagoge to haath hum denge, dosti k rishte ko kamjor mat samjana, isko banaye rakhne k liye har imthaan hum denge..
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Ajab sa ehsaas hai Dosti, Do insano ka saath hai Dosti. Khuda ki khudai hai Dosti, Zindagi ki sachayi hai Dosti. Naseeb wale hain hum jo payi hai Aapki Dosti
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dost kabhi dosto se khafaa nahi hote.. Mil jaye dil to kabhi juda nahi hote Bhula dena meri kamiyon ko. Kyu ki insan kabhi khuda nahi hote…
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Zindagi Har Pal Khaas Nahi Hoti, Phoolon Ke Khusbu Hamesha Paas Nahi Hoti, Milna Hamare Taqdeer Mein Likha Tha, Warna Itni Pyaari Dosti Hamare Itefaq Nahi Hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Andaj-A-Dosti to 1 ada he, uske bin zindgi me na mja he, esliye kahte he hum se na ruthna khabi, kyoki... dost ka ruthna bhi 1 sja he.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Kareeb se tujhe jana to apna paya,Tuze pyar me aajmaya to apna paya,Tujhe kya naam du ye samajh me na aya,"Dosti""zindgi"ya "Apna saya"
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Chhod Di Humne Duniya Bus Teri Khushi Ke Liye, Zi Sakenge Na Ab Hum Kisi Ke Liye, Tera Milna Bhichadna Khuab Sa Tha, Teri Kasam Tarste Rhe Bus Ek Hansi Ke Liye, Teri Judai Se Badkar Kya Gum Hoga, Jakhm Kafi Hai Yehi Meri Jindgi Ke Liye.,!
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Khamoshi me teri awaz ki bahot yaad aayi Tanhayi me tere sath ki bhot yad aayi Jb b poche h ansu maine hatho se Tere daman k kinaro ki bahot yad aayi.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Insaan jab is jahan mein aya uske pass gam tha Aur jab is jahan se gaya tau uske pass gam tha Khushi usne jis lamhe ko samajha aye rab Dar-asal tab uske gam ka ehsas kam tha.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Suna Dosti Ke Panno Se Bhari Kitab Ho Tum, Rishton Ke Phoolo Main "Gulab" Ho Tum, Kuch Log Kehte Hain Ke Dost Sachhe Nahi Hote, Un Logo Ke Savalo Ka Jawab Ho Tum!~...~
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dil Se Liya 1st "D" Love Se Liya 2nd "O Rose Se Mila 3rd "S" Geet Se Mila 4th "T" Sathi Se Mila 5th "I" Tub Jakar Bani Ye Pyari "DOSTI".
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Kadam kadam pay hawa ki simt ka dihan rakhna, Mushkil waqt main dosti ko yaad rakhna Hamari yadoon ki khushboo zaror aye gi tumhai . bus apni NAAK SAAF rakhna.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Raaston Se Kankar Hata Nahi Sakte, Apni Pehchaan Khud Ko Bata Nahi Sakte, Zindagi Ki Raah Mein Bane The Hamsafar, Kyon Wo Ye Dosti Ab Nibha Nahi Sakte.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Teri Dosti Ne Zindagi Ko Ek Haseen Sa Maksad Diya Hai, Zindagi Ke Har Pehlu Me Maine Tera Ehsaas Kiya Hai, Jab Bhi Jhapke Palak Teri To Samjh Lena Aye Dost, Kisi Kareebi Dost Ne Jee Bhar Ke Tujhe Yaad Kiya Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Wo Dil Hi Kya Jo Milne Ki Dua Na Kare, Tujhe Bhul Kar Jiyu Aisa Khuda Na Kare, Rahegi Teri Dosti Meri Yaad Banker, Wo Aur Baat Hai Agar Zindagi Hi Wafa Na Kare,
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dost ek saahil hai tufaano ke liye Dost ek aaina hai armaano ke liye Dost ek mehfil hai anjaano ke liye Dosti ek khawaahish hai aap jaise dost ko paane ke liye.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS