• Categories
  • Friendship Shayari SMS   1660
  • रब ने नवाजा हमें जिंदगी देकर; और हम शौहरत मांगते रह गये; जिंदगी गुजार दी शौहरत के पीछे; फिर जीने की मौहलत मांगते रह गये। ये कफन, ये जनाज़े, ये कब्र, सिर्फ बातें हैं मेरे दोस्त, वरना मर तो इंसान तभी जाता है जब याद करने वाला कोई ना हो...!!
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Yeh dosti chiragh hai jalaye rakhna yeh dosti khushbu hai mehkaaye rakhna hum rahein is duniya mein par apne dil main hamesha itni jageh banaaye rakhna…
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Gussa Na Karo Itna Ki Wo Shikayat Ban Jaaye.. Raho Na Dur Itna Ki Hum Akele Ho Jaaye.. Dunia Ka Ek Riwaaz Hume Bhi Pata Hai.. Pyar Na Karo Kisi Se Itna Ki Wo Jarurat Ban Jaaye..!
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Zindagi ek sach se bani hoti he. Jo dost dil ke karib ho usse mobbat ho jati he. jisse bohat jada mobbat ho usse nafrat ho jati he. Or jisse sabse jada nafrat ho usse jada kisise mohbbat nahi hoti...
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dost teri Dosti par hum naaz krte hai. Har waqt milne ki fariyad krte hai. hum nind me bhi Tumhari baat krte hai. hame nhi pata ghar wale kehte hai. joshna i love u
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dosti ek haseen khwaab bhi ha Pass se dekho to sharab bhi ha Dukh milne pe ye azab bhi ha Khan Or ye pyar ka jawab bhi ha..
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Har Kashti Ka Kinara Nahi Hota; Jise Karte Hai Pyar Wahi Hamara Nahi Hota; Rota Hoga Sagar Bhi Kisi Ki Yad Me; Warna Samandar Ka Pani Itna Khara Nahi Hota...
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Gustakhi Ye Hai Humari, Har Kisi Se Rishta Jod Lete Hai, Log Kehte Hai, Mera Dil Patthar Ka Hai, Lekin Ae Dost : Kuch Log Aise Hai Jo Ise Bhi Tod Dete Hai...
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Tumari dosti hume acchi lagti hai, ho sake to ise nibhae rakhna, mulaqaaton ka silsula na ho sahi, yaadon ks silsila to banaye rakhna.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Socha tha na karenge kisi se dosti, na karenge kisi se vaada, par kya kare dost mila itna pyara ki karna pada dosti ka vaada
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Pani rukta Nahi use rokna Padta He Dost koi Banata Nahi use banana Padta He 2sti ka rishta jindagi se juda hota He Isliye use Zindgi bhar nibhana Pdta He.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Lab Khamos Hai Aankho Se Baat Hoti Hai, Aise He Dosti Ke Shurwaat Hoti Hai, Tere He Khayalon Me Khoya Rehta Hun, Na Jaane Kab Din Kab Raat Hoti Hai!
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Mushkil Me Jeena Nahi Chahte, Dur Tumse Hoke Rehna Nahi Chahte, U To Dost Bahut Bane Zindagi Me, Par Tum Jaise Dost Ko Pa Ke Khona Nahi Chahte..
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Tinke Tinke Me Bikhrte Chale Gaye Tanhai Ki Gehraiyo Me UtarteChale Gaye, Jannat Thi Har Sham Jin Dosto KeSath, 1-1 Ker Ke Sub Bichdte ChaleGaye…
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • . Tufani Barish Aadhi raat Ramlal Pizza Hut pe pizza lene aya Waiter: Aap married hain? Ramlal: Saale, aisi tufani barish main kaunsi maa bete ko pizza lene bhejegi?
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dosti mai dil ka tamasa dekha nahi jata, Humse tuta hua sisa dekha nahi jata. Apne hisse ki sari khusiya lutadu tumper, Humse tera utra hua chehara dekha nahi jata.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Mazak me wo hamse yunhi ruth gaye. saare arman hamre tut gaye. Nafrat ki unhone kuch iss tarha. ki wo pathar ban ke jine lage aur ham sisha ban ke tut gaye
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • hakikat mohabot ki judai hoti hai.... kabhi_kabhi piyaar me bewafai hoti hai... hamari tarf haath badhakar dekho ! dosti me kitni sachchai hoti hai !
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dil Me Apki Har Bat Rahegi. Jagah Chhoti Hai Magar Aabad Rahegi. Chahe Hum Bhule Zamane Ko. Aapki Ye Pyari Si "Dosti" Hamesha Yaad Rahegi."
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dosto se baat chupaya na karo, Pyaar bhari nazar jhukaya na karo, Ek pal ki to baat hai janam.. Nazrana dil ka yun thukraya na karo.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS