• Categories
  • Friendship Shayari SMS   1660
  • Mile Har Janam Aap Jaisa Yaar.. Dua Karte Hain Rab Se Baar Baar.. Chahe Kyu Na Thukra De Hume Ye Dunia.. Par Milta Rahe Hamesha Hume Aap Ka Deedar..!
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Andhere Ka Ehsaas Shaam Se Hota Hai, Nashe Ka Ehsaas Jaam Se Hota Hai, Yoon To Bahut Dost Hai Duniya Mein, Par Dosti Ka Ehsaas Aapke Naam Se Hota Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • काश के कभी तुम समझ जाओ, मेरी मोहब्बत की इन्तेहा को, हैरान रह जाओगी तुम अपनी खुशकिस्मती पे !!!!
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dosti ki wafadari me gum ka andhera aata kyu hai, jise humne chaha wo hume rulata kyu hai, agar wo mere nasib mei nahi, to khuda aise logo se milata kyu hai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Deep to andhi mei bhi jala karte hain, phool to kanton mei bhi khila karte hain, kitne khusnaseeb hota hain wo jinhe aap jaise pyare dost mila karte hain.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Kuch rishte anjane mein ho jate hai, pehle dil phir zindagi se jud jate hain, kehte hai uss daur ko dosti, jisme dil se dil na jaane kab mil jate hai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Ek Mulaqat Karo Hume Inayat Samjh Kar, Har Chij Ka Hisab Denge Qayamat Samjh Kar, Humari Dosti Mein Kabhi Dokha Na Karna, Hum Dosti Bhi Karte Hai Ibadat Samjh Kar.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Mujay awaz de laina Kabi jab ankh chalke to Kabi jab dil na sambhle to Mujay awaz de laina Kabi jab dur ho koi Bohat majbur ho koi Koi awaz na day to Mujay awaz de laina Koi ansu na ponche to Koi hansnay se roke to Koi tum ko sataye to Mujay awaz de laina Kabi jab din na guzray to Kabi jab raat tarpaye Kabi din mei andhera ho Mujay awaz de laina Main tere passhota hon Main teresath rehta hun Mgr phir bhi guzarish hai Mujay awaz day laina
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Baatein Karke Rula Na Dijiyega, Yu Chup Rehke Saza Na Dijiyega, Na De Sake Khushi To Gam Hi Sahi, Par Dost Bana Ke Uhi Bhula Na Dijiyega.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Arz Kiya Hai... Dena Hai Dil "Daan" Me... Wah.. Wah... Gour Farmaiyega Huzur Dena Hai Dil "Daan" Me... Dosto, Hai Koi Mast Ladki Dhyaan Me?
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Kisne is dosti ko bnaya, kahan seye dosti word aaya. Dosti ka sabse meetha fal to maine khaya, kyuki is duniya ka sabse pyara dost to maine paya...
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dost ka pyar se kum nahi hota wo chahe dur bhi ho to gum nahi hota pyar mein aksardosti kum ho jati par dosti mein pyar kabhi kum nahi hota.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dosti Mausam Nahi Apni Mudat Pori Kare Aur Rukhsat Ho Jaye ♥ Dosti Sawan Nahi Toot K Barse Aur Tham Jaye ♥ Dosti Aag Nahi Sulge Bharke Aur Rakh Ho Jaye ♥ Dosti Aftab Nahi Chamke Aur Dob Jaye ♥ Dosti Phool Nahi Khile Aur Murjha Jay ♥ Dosti To Saans Hai Jo Chale To Sab Kuch Hai Jo Toot Jaye To Kuch Bhi Nahi..!!
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Roz Roz Tufan Nhi Aate, Har Roz Hasin Lamhe Nhi Aate, Jee Lo Ye Zindgi Jab Humsub Saath Hai, Qki Har Janam Me Humare Jaise Dost Saath Nibhane Nahi Aate.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dil ka haal kisi ko bataa nahi paaye . Wafaa karke bhi hum nibha nahi paaye . Aap to chale gaye hume raulaate huye . Hum aise gam me apko bhulaa nahi paye
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • कौन होता है दोस्त? दोस्त वो जो बिन बुलाये आये, बेवजह सर खाए, जेब खाली करवाए, कभी सताए, कभी रुलाये, मगर हमेशा साथ निभाए.. Happy Friendship Day
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS , Friendship Shayari SMS , Friendship Day SMS
  • Dost hoti h jindagi sajane k liye. Hum kosis krege ise nibhane k liye. Milne ka to avi koi wakt nhi, Lo s.m.s krte h apni yad dilane k liye. Gud n8. Take care.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Sawaal paani ka nahi, Pyaas ka hai, Sawaal maut ka nahi, Saans ka hai, Dost to duniya mein bahut hain magar, Sawaal dosti ka nahi Vishwas ka hai
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS