• Categories
  • Friendship Shayari SMS   1660
  • वक्त की यारी तो हर कोई करता है मेरे दोस्त,,, मजा तो तब है जब वक्त बदल जाये पर यार ना बदले...
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Doston k sath wo mastiyan, badmashiya fir kahan.. Fir kahan history ka wo class bunk karna chemistry k period m sona fir kahan.. Fir kahan teacher k question puchne p chup chup khade hona Teacher k absent hone p jayda kush hona fir kahan.. Fir kahan jeele is pal ko jee bhar k ye sab fir kahan.. Fir kahan
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Ek Pehchan Hazar Risthey Bana Deti Hain, Ek Muskan Hazar Gam Bhula Deti Hain, Zindagi Ke Safar Me Sambhal Kar Chalna, Ek Galat Fehmi Hazaro Sapno Ko Jala Deti Hain.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dosti Mein Dil Ka Tamasha Dekha Nahi Jata, Hamse Toota Hua Ye Sheesha Dekha Nahi Jata, Apne Hisse Ki Khushiya Bhi De Dunga Tujhe, Aye Dost Tera Ye Utra Hua Chehra Dekha Nahi Jata.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Zindagi me bar bar sahara nhi milta, Bar bar koi pyar se pyara nahi milta, Hai jo paas use sambhal kar rakho, Khokar wo yaar fir dobara nahi milta
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Aap Yaad Nahi Karte Hum Bhula Nahi Sakte, Aap Hansa Nahi Sakte Hum Rula Nahi Sakte, Dosti Kitni Khubsurat Hai Humari, Aap Bata Nahi Sakte Hum Jata Nahi Sakte.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • U to hum kisika pichha nahi karte, darde dil liya or diya nahi karte, itefaaq ki baat hai ye dosti app se hai,warna apne keemti SMS kisi ko kiya nahi karte.....By The Hunter
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Zindagi Har Pal Khaas Nahi Hoti, Phoolo Ke Khusboo Hamesha Paas Nahi Hoti, Hamara Milna Hamare Taqdeer Mein Likha Tha, Warna Itni Pyaari Friendship Se Itefaq Nahi Hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Kya zamaana tha,hum roz milakarte the, Raat bhar chaand ke humraazfira karte the, Dekh kar jo chupchaap guzar jaate hain, Kabhi us shakhs ko apna Dostkaha karte the…
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dil me apki har bat rahegi. Jagah chhoti hai magar aabad rahegi. Chahe hum bhule zamane ko. Aapki ye pyari si "DOSTI" hamesha yaad rahegi."
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dosti Mohabbat He Nafrat Nhi. Dosti Iqrar He Takrar Nhi, Dosti Haqiqat He Khayal Nhi, Har Koi Dosti Samajh Nhi Sktakyonki Dosti Ehsas He Andaz Nhi...
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • SAB HOGE PAR EK HUM NA HOGE hmare na hone se dost kum n hoge AISE TO DOSTI KARNE WALE BAHUT MILENGE APKO hm jaise b milenge magar wo hum na hoge.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Aisa Waada Mat Karna Jo Nibha Na Pao, Usse Dil Mat Lgana Jise Paa Na Pao, Dosti To Sab Se Karna Par Use Sada Khus Rakhna, Jiske Bina Aap Muskura Na Paun.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Aap hi se dosti, aap hi ka intazaar, aap hi se milane ko dil rehta hai bekarar, apki ye sadagi, apka ye pyar, jeveen bhar bhula na payege is dosti ko yaar
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Zindagi mein hamesha naye dost milenge kahi zyada to kahin kum milenge Aitbaar zara soch kar karna mumkin nahi tumhe har jagah HUM milenge.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • DUNIYA MEIN BAHUT GAM MILEGE, SACH MANNO ACCHE DOST BAHUT KAM MILEGE, JIS MOD PE SAB CHOD DEGE SAATH TUMARA, DOST USI MOD PE KHADE HUM MILEGE.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Aapse Milne Ki Chahat Hamesha Rahegi Aapko Bhool Kar Ye Zindagi Na Rahegi Aapse Humari Dosti Tab Tak Rahegi, Jab Tak Ye Duniya Salamat Rahegi.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Har Doori Mitani Padti Hai, Har Baat Batani Padti Hai, Lagta Hai Dosto Ke Pass Waqt Hi Nahi Hai, Aaj Kal Khud Apni Yaad Dilani Pdti H.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • dosti ka parda hai beganagi munh chupana hum se choda chahiye dushmani mein meri khoya gair ko kis qadar dushman hai dekha chahiye apani rusvai mein kya chalati hai sai yar hi hangama aara chahiye munhasir marane pe ho jis ke umid naumidi us ke dekha chahiye gafil in mah talaaton ke vaste chahane vala bhi achcha chahiye chahate hain khubaruon ko asad aap ke surat to dekha chahiye
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Lafzo ki justju me sab kuch ganwa diya Wo chal diya main tarz-e-ada dhundhta raha Us ko kisi ne rab se lyia mang aur main Sajde me gir k harf-e-dua dhundhta raha..iii
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS