बेकदर हो गए है कुछ दोस्त हमारे ,
जो हमारी जरूरत तक महसूस तक नही करते , कभी बहुत बातें किया करते थे हमसे ,
अब याद तक नही करते |
* I MISS YOU YAAR *
.
.
By.Rahul
Aye Dost Teri Dosti Pe Naaz Karte Hai;
Har Waqt Tumse Milne Ki Fariyad Karte Hai;
Hame Nahi Pata Gharwale Batate Hai K;
Hum Neend Me B Apse Bat Karte Hai
Muskarana hi khusi nahi hoti.
Umar bitana hi zindagi nahi hoti.
Khud se v jyada khyal rakhna padta
hai dost ka.
Sirf dost keh dene se hi dosti nahi hoti.
Mere Jaane K Bad Ek Din
Royenge WGuzar Jayege Apke Pas Se
Hawa Bankar, Beh Jayege
Ankho Se Aansu Bankar,
Aaj To Aapke Pas Fursat
Nahi, Yad Karoge Jab
Reh Jayege Yad Bankar.o, Gam-E-Ishq
Akele Hi Dhoyenge Wo
Yaad Meri Aakar Satati
Rahegi Unko Jis Pal
Mujhe Bhul K Soyenge Wo.
Tu Naam Ka Darya Hai Rawani Nahi Rakhta
Badal Hai Wo Bay Faiz Kay Pani Nahi Rakhta
Yeh Akhri Khat Akhri Taswee Be Lay Ja
Main Bholnay Waloon Key Nishani Nahi Rakhta
Yaha koi rishta-naata saga nhi hota,
ab to duniya me koi waada waffa nhi hota,
dushman ki dushmani pe bhut naz h hame,
dosto se to haq-e-dosti bhi ada nhi hota.
Unki Na Thi Khataa, Hum Hi Kuch Ghalat Samjh Bethe,
Wo Mohabbat Se Baat Karte The, Hum Mohabbat Hi Samjh Bethe,
Yehi Hai Ab Meri Dua Unke Liye, Unhe Mile Sare Jahan Ki Khushiyan,
Par Koi Mujh Sa Na Mile, Bas Koi Mujh Sa Na Mile.