Kehte Hain Har Baat Sab Ko Batai Nahi Jaati,
Apno Ko Bhi Kuch Baate Sunayi Nahi Jaati,
Par Dost Tum Mere Dil Ka Aaina Ho,
Aur Aaine Se To Koi Baat Chupayi Nahi Jaati.
Humhe Na Mohabbat Mili Na
Pyar Mila, Humko Jo Bhi Mila
Bewafa Yar Mila, Aapni To
Ban Gai Hai Tamasha Zindgi,
Har Koi Yaha Aapne
Maksad Ka Talabgar Nikla.
Zindagi nahin humein doston se pyaari,
Doston pe haazir hai jaan hamaari,
Aankhon mein hamaari aansoon hai toh kya,
Jaan se bhi pyaari hai muskaan tumhaari !
Duniya-Dari Me Hum Thode Kachche Hain.
Mgr Dosti K Mamle Hum Bahut Sachche Hain.
Hamari Sachchai Bas Isi Baat Pr Kayam Hai
Ki Humare Dost Humse B Achchhe Hain.
प्यार की कमी को पहचानते हैं हम,
दुनिया के गमों को भी जानते हैं हम,
आप जैसे दोस्त का सहारा है,
तभी तो आज भी हंसकर जीना जानते हैं हम..
Happy Friendship Day
Kyun mushkilon mein saath dete hain dost
Kyun gham ko baant lete hain dost
Na rishta khoon ka na riwaaz se bandha
Phir bhi zindagi bhar saath dete hain dost!
Girl ani boy funny marathi smsBoy : Maithri karnaar kai ?Girls : Maje paalak parvangi denaar naahiBoi : waa lai baari…Jase majya baba neMala pori patvanyacha license kaadun dilay…
Zindagi Usi Ko Aajmati Hai,
Jo Har Mod Par Chalna Jaante Hain
Kuch Paakar To Har Koi Khush Rahta Hai
Par Zindagi Usi Ki Hai Jo Sab Kuch
Khokar Bhi Muskurana Jaante Hain
If god give me 24 hour before death,
I will spend 23:59 mins with U frnds,
.
.
.nd in last 1 minute i will shoot all of u.
.
Aur ye kahunga chal na yaar saath me chlte h
Ghar ka dar har ek ke liye khula rakha per
dil ka dar sirf apne doston ke liye khula rakha
kaiin arson baad jo mile puraane dost
kuch na rakha dil mein har dard har raaz khula rakha…
Kuch waqt pehle Muje b zindagi ne azmaya tha Us dost k sath Maine b hasta hua pal bitaya tha rota hua chhodgye to kya hua Hasna b to unhi ne sikhaya tha.
Zindagi Ka Raaz, Raaz Rehne Dijiye,
Jo Bhi Ho Aitraaz, Aitraaz Rehne Dijiye,
Par Jab Ye Dil, Aap Se Milna Chaahe,
Dost Ye Mat Kehna Ki Aaj Rehne Dijiye.
Dil Ko Mila Sukun Koi Hamein Yaad To Karta Hai,
Yaad Na Sahi Fariyaad To Karta Hai,
Aankhon Ne Dundh Liya Hai Aisa Dost,
Jo Baat Na Sahi SMS To Karta Hai.