• Categories
  • Friendship Shayari SMS   1660
  • Bharosa Rako Humari Dosti Par, Hum Kisi Ka Dil Dukhaya Nhi Karte, Ap Aur Apka Andaz Hume Acha Laga, Warna Hum Kisiko Dost Banaya Nahi Karte..
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Jindagi Kisi Ki Amanat Nahi Hoti, Amanat Main Kabhi Kayamat Nahi Hoti, Dil Ko Sambhal Kar Rakhna, Meri Dosti Ki Kaid Main Jamanat Nahi Hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Kaafi Waqt Laga Mujhe Aap Tak Aane Mai, Kaafi Fariyaad Ki Malik Se Aapko Paane Mai, Kabhi Dil Todkar Mat Jaana, Maine Umar Laga Di Aap Jaisa Dost Banane Mai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dost Wo Nahi Jo Aap Ke Kaam Aaye Dost Wo Hai Jo Aapki T-Shirt Maang Kar Le Jaye Aur Kabhi Wapis Na Kare. Dost Wo Bhi Nahi Jo Aapko Treat De Dost Wo Hai Jo Aap Ke Ghar Aaye, Aur Kahe, “Aaj Kya Pka Hai, Jo Bhi Hai Jaldi Se Le Aa.” Dost Wo Nahi Jo Call Kar Ke Milne Aaye Dost Wo Hai Jo Ghar Ke Saamne Message Kare, “Kaminey Bahar Aa.”
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dekha Hai Humne Bhi Aajma Kar, De Jate Hai Dhokha Log Karib Aakar, Kehati Hai Duniya Magar Dil Nahi Manta, Kya Aap Bhi Bhool Jaoge Hume Apna Dost Banakar.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • “नहीं” और “हाँ” यह दो छोटे शब्द है, लेकीन जिनके लिए बोहोत सोचना पड़ता है… हम जिंदगीमें बोहोतसी चीजे खो देते है, “नहीं” जल्दबाजी में बोलने पर, और, “हाँ” देर से बोलने पर…
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • U to hum kisika pichha nahi karte, darde dil liya or diya nahi karte, itefaaq ki baat hai ye dosti app se hai,warna apne keemti SMS kisi ko kiya nahi karte.....By The Hunter
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Kuch Tu Tanhai Ki Raaton Me Sahara Hota, Tum Na Hote Na Sahi Zikar Tu Tumhara Hota, Zindagi Kitni Musarat Se Guzarti Yarab, AISH Ki Tarhan Gham Bhi Gawara Hota, Kis Ko Fursat Thi Zamane Ke Sitam Sehne Ki, Agar Na Is Shokh Ki Aankhon Ka Sahara Hota, Koi Humdard Zamane Mein Na Paya JAn|X, Dil Ki Hasrat Rahi Koi Humara Hota . . . . . . . / 4 U JAn|X ;-> . . . . . /
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Muskarana Hi To Khushi Nahi Hoti, Umar Bitana Hi To Zindagi Nahi Hoti, Dost Ko Roj Yaad Karna Padta Hai Kyunki, Bas Dost Kehna Hi To Dosti Nahi Hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Kabi teri palkon me jhilmilau mai. Tu intzar kare to kyu na aau mai, Ae dost samundar me la k fareb na karna, Tu kahe to kinare pe hi doob jaun mai.....!!
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Ek Sachi Dosti Barish Ki Tarah Nhi Hoti, Jo Aye Or Chali Jaye, Balki Hawa Ki Tarah Hoti H, Jo Dikhati Nahi Par Hamesa Har Pal Mahsus Hoti Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Zindgi ke liye jaan jaruri hai, Jeene ke liye armaan jaruri hai, Hamare paas ho kitna bhi gum, Bus dost ke chehre par muskan jaruri hai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Raat Ki Shruvat Neend Se Hoti Hai Neend Ki Shuruvat Sapno Se Hoti Hai Sapano Ki Shuruvat Apno Se Hoti Hai Apno Ki Shuruvat Aap se Hoti Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Zindagi Ki Raho Me Ishq Na Mile, Is Bedard Zamane Se Kuch Na Mile, Hum Gum Kyon Kare Ki Wo Hame Na Mile, Are Gam To Wo Kare Jinhe Hum Na Mile.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Kade Jitt Ke Baszi Haar Ke Dekhna Zindagi Nu Uss Lamhein Ch Guzar Ke Dekhna Ki Ehsas Hunde Ne? Apne Sajjna Di Khushi Layi Apni Khushi Nu Visar Ke Dekhna.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • दुनिया एक अजब सराये-फानी देखी हर बात यहाँ की आनी-जानी देखी .. जो आ के ना जाये वो बुढ़ापा देखा जो जा के ना आये वो जवानी देखी...
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Tanha rehna seekh liya hum ne, Par khush kabhi na reh payenge, Teri doori Sneha seekh liya hum ne, Par teri dosti ke bina jee na payenge..
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Aankhon mein basne wala pyara sa ishara ho, Andheri raat mein chamakta sitara ho. Chhu v nahi sakti udasi kabhi usko, Jiska koi DOST itna pyara ho.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS