Friendship Ka Pehla Salaam Aapke Naam
Hamari Zindagi Ki Aakhri Sham Aapke Naam
Is Safar Mein Humsafar Hum Dono
Zindagi Bhar Is Friendship Ko Nibhana Hai Mera Kaam sweet
Khamoshiyon me apki ek ada itni pyari lagi,
apki dosti hume sabse nyari lagi,
ye na tute kabhi yahi dua hai.
kyun ke duniya main hame yehi hamari lagi...
Ye Dost Zindagi Bahr Mujhse
Dosti Nibhana, Dil Ke Koi Bhi
Baat Kbhi Humse Na Chupaana,
Sath Chalna Mere Tum Dukh
Sukh Mein, Bhataak Jau Mein Jo
Kbhi Sahi Raasta Dikhlana!!
Yaha koi rishta-naata saga nhi hota,
ab to duniya me koi waada waffa nhi hota,
dushman ki dushmani pe bhut naz h hame,
dosto se to haq-e-dosti bhi ada nhi hota.
Dosti Najaro Naal Ho To Kudrat Kehnde Hai,
Sitaro Naal Ho To Jannat Kehnde Hai,
Husn Naal Ho To Mohabbat Kehnde Hai
Aur Saade Naal Ho To Use Kismat Kehnde Hai.
एक अजनबी से बात क्या हुई क़यामत
हो गयी;
सारे शहर को इस चाहत की खबर
हो गयी;
क्यूँ ना दोष दू इस दिल-ऐ-नादाँ को;
दोस्ती का इरादा था और मोहब्बत
हो गयी।..i
Dekha hai humane bhi aajma kar,
De jate hai dhokha log karib aakar!
Kahati hai duniya magar dil nhi manta,
Kya aap bhi bhool jaoge hume apna Dost banakar?
Tere dil ko sajayenge apne arman dekar,
tere labon ko hasayenge apni muskan dekar ,
dosti ki kasam tujhe kafan se utha le jayenge ,
tere jism mein apni jaan dekar.!
Dosti Ki Raho Mai Kabhi
Akelapan Na Mile, Ae Dost
Zindagi Mai Tumhe Kabhi
Gum Na Mile, Dua Karte Hai
Hum Khuda Se, Tuhme Jo Bhi
Dost Mile Hum Se Kam Na Mile.
Palbhar mein toot jaye wo kasam nahi,
Dost ko bhul jaye wo hum nahi,
Tum hume bhool jao is baat mein dum nahi,
Kyon ki tum hame bhul jao itne bure hum nahi.
Kon Kehta Hai Dost Ki Tumse
Humari Judaai Hogi, Yeh Afwaah
Zroor Kissi Dushman Ne Udaayi
Hogi, Shaan Se Rahenge Tumahre
Dil Mein Hum, Itne Dino Mein
Kuch To Jagah Bnayi Hogi.
Hame Chahat Thi Jinki Wo Bewafai Karne Lage Hai;
Meri Ankho Me Ab B Unke Liye Bahut Pyar Ata Hai;
Kyu Hasi Denewale Ne Mujhe Itna Rulaya Hai;
Kisi Apne Se Humne Dil Pe Gehra Zakhm Khaya Hai!!!