Friendship Shayari SMS
1660
Meri Dharkano Me Aap Ka Hi Raj Hoga,
Meri Bat Ka Bas YaHi Andaz Hoga,
Kabhi Bewafai Nahi Karte Hum Dosti Me,
Meri Dosti Pe Aap Ko Hamesha Naz Hoga.
10 years ago
Copy
Tags :
Friendship Shayari SMS
Khusi ki parchaiyo ka nam he Zindgi,
Gamo ki gahariyo ka nam he Zindgi,
Ek pyara sa Dost hai hamara,
Usi ki pyari si hasi ka nam hai Zindgi.
10 years ago
Copy
Tags :
Friendship Shayari SMS
किस हद तक जाना है ये कौन जानता है,
किस मंजिल को पाना है ये कौन जानता है,
दोस्ती के दो पल जी भर के जी लो,
किस रोज़ बिछड जाना है ये कौन जानता है.!
10 years ago
Copy
Tags :
Friendship Shayari SMS
Zindagi Har Pal Khaas Nahi Hoti,
Phoolo Ke Khusboo Hamesha Paas Nahi Hoti,
Hamara Milna Hamare Taqdeer Mein Likha Tha,
Warna Itni Pyaari Friendship Se Itefaq Nahi Hoti.
10 years ago
Copy
Tags :
Friendship Shayari SMS
Muskan K Dayre Me Hamesha
Dil Khush Nai Hota. Aasuon
K Nasib Me Hamesha Gam
Nai Hota. Door Hon Fasle
Chahe Jitne, Kuch Doston K
Liye Pyar Kabhi Kam Nai Hota.
10 years ago
Copy
Tags :
Friendship Shayari SMS
Har Arju Hamesha Adhuri Nahi Hoti,
Dosti Me Kabhi Duri Nahi Hoti,
Jinke Dil Me Rahte Ho Aap Jese Dost,
Unke Liye To Dhadkan Bhi Jaruri Nahi Hoti.
10 years ago
Copy
Tags :
Friendship Shayari SMS
Tanha Tanha Si Zindagi Hai,
Lag Raha Hai Isme Kuch Kami Si Hai,
Mere Dil Ki Baat Jhuth Si Lage,
Lekin Ye Sach Hai Dost Har Pal Teri Kami Si Hai.
10 years ago
Copy
Tags :
Friendship Shayari SMS
Dil Armaano Se Houseful Hai,
Pure Hoge Ya Nahi Ye Doubtful Hai,
Yun To Duniya Me Har Cheez Wonderful Hai,
Par Zindagi Aap Jaise Dosto Se Powerful Hai.
10 years ago
Copy
Tags :
Friendship Shayari SMS
Dost Hai Kuch Aisa Lage Jaan Se Bhi Pyara,
Saathi Hai Kuch Aisa Ki Saath De Har Pal Hamara,
Har Galti Kar Dete Hai Maaf Jasie Maa Ka Dulara,
Aur Pyar Mila Hai Kuch Itna Ki Hai Jeevan Sawara.
10 years ago
Copy
Tags :
Friendship Shayari SMS
Tu Naam Ka Darya Hai Rawani Nahi Rakhta
Badal Hai Wo Bay Faiz Kay Pani Nahi Rakhta
Yeh Akhri Khat Akhri Taswee Be Lay Ja
Main Bholnay Waloon Key Nishani Nahi Rakhta
10 years ago
Copy
Tags :
Friendship Shayari SMS
Dost bhi ajeeb hote hain
Pyar se jyada kareeb hote hain
Hum nahi reh sakte dosto ke bina
kyunki unhi ke saath hamare naseeb hote hain.
10 years ago
Copy
Tags :
Friendship Shayari SMS
Jaan nahi sirf sath chahiye
Sacchi Dosti ka ehsas chahiye
Jaan to Ek pal me di jaa sakti hai
Pr hume aapka Sath apni aakhri saas tak chahiye.
10 years ago
Copy
Tags :
Friendship Shayari SMS
"दोस्ती ज़िन्दगी में रौशनी कर देती हैं,
हर ख़ुशी को दोगुनी कर देती हैं.....,
कभी झूम के बरसती हैं बंज़र दिल पे,
कभी अमावस को चांदनी कर देती हैं."
10 years ago
Copy
Tags :
Friendship Shayari SMS
Har DOSTI ki Taqdir wo KHUDA Likhta h,
Dosto ko ek Dusre se Juda wo Karta h,
Wo Aazmata h DOSTO k PYAR ko..
Dekhta h kon DOST kisko kitna YAAD karta h.
10 years ago
Copy
Tags :
Friendship Shayari SMS
Dosti ki rah me bevafai nhi hoti..
Dosti se badhke koi khudai nhi hoti..
Mehsus hoti hai kami doston ki..
Lekin yadon ke siva koi davai nhi hoti..
10 years ago
Copy
Tags :
Friendship Shayari SMS
Me Tanhaiyon Ko Is Liye
Tarjeeh Daita Hun" "DOST"
ZINDAGI Say Nafrat Ho Jati
Hai Jab Koi Apna Ban K
Juda Hota Hai..
10 years ago
Copy
Tags :
Friendship Shayari SMS
Sochne Wali Baat Ye Nahi Ki Zindagi Me Aap Kitne Khush Hai,
Aey Dosto,
Sochne Wali Baat To Ye Hai Ke Zindagi Me Aapki Wajah Se Kitne Log Khush Hai.
10 years ago
Copy
Tags :
Friendship Shayari SMS
Hoth keh nahi sakte jo fasana dil ka,
shayad nazron se vo baat ho jaye,
is ummid se karte hain intezar raat ka,
ke shayad sapne me mulakat ho jaye !
10 years ago
Copy
Tags :
Friendship Shayari SMS
Zindagi mein hamesha naye dost milenge
kahi zyada to kahin kum milenge
Aitbaar zara soch kar karna
mumkin nahi tumhe har jagah HUM milenge.
10 years ago
Copy
Tags :
Friendship Shayari SMS
Dosti hoti nahi bhool
jane ke liye,
Dost milte nahi bichhud
jane ke liye,
Dosti karne se khus
rahoge itna,
Ki waqt milega nahi
aasun bahane ke liye…
10 years ago
Copy
Tags :
Friendship Shayari SMS