Kya fark hota hai khuda or peer mai,kya fark hota hai kismat or taqder
mai,agar kuch chaho,or na mile to samajhna kuch or accha likha hai hath ki lakeer mai....
E Dost tere honthon ki muskurahat na jaye
teri palkon me kabhi aansoo na aaye
Teri raah me pade hon jo bhi kaante
me hath rakhun aur tu guzar jaye...!!
Ehsas k daman me ansu girakar dekho,
Dost kitni sachi hai azmakar dekho,
aapko bhulakar kya hoga mera halat,
kisi aine par pathar girakar dekho mere yaar...
Dosti mai dil ka tamasa dekha nahi jata,
Humse tuta hua sisa dekha nahi jata.
Apne hisse ki sari khusiya lutadu tumper,
Humse tera utra hua chehara dekha nahi jata.
Dosti ki wafadari me gum ka andhera aata kyu hai,
jise humne chaha wo hume rulatakyu hai,
agar wo mere nasib mei nahi,
to khuda aise logo se milata kyu hai.
Palko Se Girte Aansu Ruk Jaate To Achha Tha,
Tum Hume Yaad Na Aate To Achha Tha,
Tute Dil Ki Fariyaad Kare Bhi To Kaise,
Dil Hi Badal Jaate To Achha Tha.
Ashko ko moti bana deti hai Dosti,
Zakhmo par malham laga deti hai dosti.
Jab jeene ki vajah he na bachi ho,
tab mout ko bhi zindagi bana deti hai dosti.
Ham kuchh is tarah dosti nibhayenge,
Noukari na mili to bikul na ghabrayenge,
Dono station par chalke dukan lagayenge,
Tum chai banana, hum chai chai chilayenge.
एक अजनबी से बात क्या हुई क़यामत
हो गयी;
सारे शहर को इस चाहत की खबर
हो गयी;
क्यूँ ना दोष दू इस दिल-ऐ-नादाँ को;
दोस्ती का इरादा था और मोहब्बत
हो गयी।..i
Sbne kaha tum me pehle jaisi bat nahi?
Maine kaha zindagi me uska sath nahi...
Sbne kaha ab bhi kisi ki aankho me
doob sakte ho?
Maine kaha ab kisi aankh me wo baat
nahi... Sbne kaha kyu itna toot kar chahause?
Maine kaha insan hu pathar nahi...
Sbne kaha kya bewafa hai woh?
Maine kaha mujhe ab wafa ki talash
nahi..
Sbne kaha bhul ja use ab? Maine kaha WOH HAQIQAT HAI KOI
KHWAB NAHI...
($ raaba kadi kesi nu pyar na hobe $)
kat te nahi ab din aur raate hamari
dosti aapki hume hai jaan se bhi pyari
beech ke faasle nahi dekhe jaate dosti me
kyuki dosto ko bhulane ki fitrat nahi hai hamari.