Woh Pyaar Hi Kya
Jis Mai Dil Daar Ke Liye Qurban Na Ho
Woh Khumaar Hi Kiya
Jis Ne Madhosh Kar Diya Sab Ko
Hum Toh Raah Main Behte Hain Unke
Ke Kabhi Na Kabhi Hume Unse Pyar Toh Ho
unki ek yaad bechan kar jati hai
har cheez me unki surat nazar aati hai.
Aisa hal kiya unhone pyar me hamara
ke nind aati hai to ankhen bura maan jati h.
Maangoon bas use woh ibaadat mil jaaye,
Uske khazaana se thodi si mohabbat mil jaaye,
Ya toh saath mil jaaye mujhe umar bhar ka,
Ya uske dar pe marne ki ijaazat mil jaye...
Kaanto Ka Dard Phool Ki Daali Hi Samjhe..
Phoolo Ka Dard Bagh Ka Maali Hi Samjhe..
Ye Kaisi Reet Banaai Hai Kudrat Ne..
Ki
Dipaak Ka Dil Jale Aur Log Diwaali Samjhe..!
Sona Chahta Hun Per Neend
Nahi Aati Hai Badal Badal K
Karwate Yunhi Raat Guzar Jati
Hai Kar V Pyaar Ka Izhar
Ya Jaane Jigar Akhir Kyon Tu
Mujhe Itna Tadpati Hai.
Unse Dur Jaane Ka Kabhi Irada Na Tha
Unse Ruth Jaane Ka Kabhi Irada Na Tha
Ho Gaye Wo Humse Hi Khafa Na Jaane Kyu
Yu Paas Aakar Dur Jaane Ka Vaada Na Tha.