• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Nazre mile to use"izhar" kehte h. Rato ko nind na aye to use"pyar"kehte h. Mile dil to use"ikrar" kehte h. Par jo in sab me na pade use "samajhdar" kehte h.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • जुल्फों को फैला कर जब कोई महबूबा किसी आशिक की कब्र पर रोती है … तब महसूस होता है कि मौत भी कितनी हसीं होती हे….
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hum tumhara intezaar karte hi reh gaye, tumhare judaai ko sehte hi reh gaye, dil thamne ki koshish ki magar , ye kambakt aansu behte hi reh gaye ......
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • कुछ सही तो कुछ खराब कहते हैं, लोग हमें बिगड़ा हुआ नवाब कहते हैं, हम तो बदनाम हुए कुछ इस कदर, की पानी भी पियें तो लोग शराब कहते हैं...!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ishq Ka Qasoor Nahin, Aashiq Dil Ne Maara Hai.. Ishq To Hai Paas Mere, Dil Mera Aawara Hai.. Ab Judai Sahi Na Jaye, Maut Mujhe Gawaara Hai.. K Ab Aa Bhi Jao, Dil Ne Tumhein Pukaara Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hichkiya Dilakar Ye Kaisi Uljhan Badha Rahe Ho Ankhen Band Hai Fir Bhi Nazar Aa Rahe Ho Bas Itna Bata Do Hame, Yaad Karhe Ho Ya Hamein Apni Yaad Dila Rahe Hoooo
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Samajh Sako To Samajh Kar Dekho.. Prem Ki Zanjeeron Me Ulaajh Kar Dekho.. Kya Hoti Hai Tadaap Kisi Se Milne Ki. Kisi Se Mohabbat Tum Karke Dekho..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • -> Na jaane tum pe itna yakin Kyon hai? Tera khayal bhi itna haseen Kyon hai? Suna hai Pyar ka dard meethaHota hai; to aankh se nikla ye aansu namkeen Kyon hai?
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jane Aisi Bhi Kia Dil Lagi Thi Tum Se, Mein Ne Aakhri Khwahish Mein Bhi, Tumhari Mohabbat Hi Sirf Mohabbat Mangi, Par Ek Tum The Ki Mere Janaja Uthne Ke Waqt Bhi Mujhse Rihai Mangi..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ho Chuki Mulaqat Abhi Salam Baqi Hai; Ab To Unke Nam Ki Do Ghoont Sharab Baqi Hai; Kisi Ko Hai Mubarak Khushiyo Ka Shamiyana; Kisike Naseeb Me To Bus Do Gaz Zameen Baqi Hai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ye jindgi jo hai tumse hain , Ye aashique jo hai tumse hai, Ye jo dharkan hai tumse hai, Ye ruh ,ye lamhe , ye pal jo hai tumse hai, Kabhi ruthkar humse nahi jana ae meri jaan , Kyonki ye sansen jo hai tumse hi hai…!!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kuch Fark Hota Hai Khuda Aur Peer Me, Kuch Fark Hota Hai Aks Aur Tasveer Me, Agr Kuch Chaho Aur Na MiLe To Samj Lena, Kuch Aur Achha Likha Hai Aapki Takdir Me.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Har Kadam Pe Aapka Ehsaas Chahiye, Mujhe Aapka Saath Apne Paas Chahiye, Khuda Bhi Ro Pade Hamari Judai Se, Aisa Ek Rista Khaas Chahiye
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Apne Dil Ki Sun Afwaho Se Kaam Na Le, Mujhe Yaad Rakh Beshak Naam Na Le, Tera Waham Hai K Hum Bhule Hain Tujhe, Meri Koi Aisi Saans Nahi Jo Tera Naam Na Le.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Shaam Rangeen Apni Hoti Thi Jab Woh Mera Naseeb Hoti Thi Mast Jhonke Saba Ke Hote The Chaandni Bhi Kareeb Hoti Thi Chaand Taaron Ki Bheed Me Khokar Kaifiyat Ek Ajeeb Hoti Thi Raat Deepawali Se Kam Na Thi Din Hamare Bhi Eid Hoti Thi
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kuch Sitaron Ke Chamak Nhi Jaati Kuch Yaado Ke Khanak Nhi Jati, Kuch Dosto Se Hota Hai Aisa Rishta Ke Door Reh Ke Bhi Unki Mehak Nhi Jati..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • "समजो तो ज्ञान हे न समझो तो जोक हे" लाइफ मेँ कोई भी तकलीफ हो तो किसान के पास जाओ क्योंकि उसके पास हल हे
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ikk umeed ka diya jalaya tha aapke pyar ko pane ko, Par adhura reh gaya mera sapna ek hone ko, Yaad karte hain hum aapki yaadon ko Aur barsa dete hain inn aansuon ko…ii
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • kab se meri aankho ko neend aati hi nahi baahein mangti hai mujhh se raatein teri tu roothke chali jati hai to jaan nikal jati hai tere aane se laut aati hai ye saanse meri.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jab Uski Dhun Mein Raha Karte The Hum Bhi Chup Chap Jiya Karte The Aakhon Mein Pyas Hua Karti Thi Dil Mein Tufaan Utha Karte The kkk
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS