• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Tumhari Duniya Se Chale Jane Ke Baad Hum Tumhe Har Ek Tare Me Nazar Aaya Karenge Tum Har Pal Koi Dua Mang Lena Aur Hum Har Baar Toot Jaya Karenge..
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Badalne Wale Toh Har Cheez Badal Dete Hain Kamaan Se Nikla Teer Badal Dete Hain Tum Toh Mere Chaar Ansu Na Badal Sake friend Badalne Wale Toh Taqdeer Badal Dete Hain
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindagi Sabko Hasaye Zarori to nhi Mohabbat sabko Mijaye Zaruri to nahi Kuch Log bahut yad aate hain Zindagi me Wo b hume yaad Kare zarurito nahi
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pyaar Krne ka Gehra Zakhm Dil Pe Aaya hay Wah! Wah! Pyaar Krne Ka Gehra Zakhm Dil Pe Aaya Hay Baaki Sher Baad main Abi Susu Aaya Hay.....:p xD
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • *** Na sawaal banke mila karo, Na jawaab banke mila karo, Meri zindagi mera khwaab hai, Mujhe khwaab banke mila karo ***
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • बड़ी मुद्दत से चाहा है तुम्हें, बड़ी दुआओं से पाया है तुम्हें, तुझे भुलाने का सोचु भी कैसे, किस्मत की लकीरों से चुराया है तुम्हें.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Wo Mujhe Uss Din Meri Duniyaa Lautana Chahti Thi, Guzre Huye Wo Lamhon Ki Yaadon Ko Mitana Chahti Thi, Jaana Thaa Tham Kar Kisi Ka Haath Use Uss Din, Isliye Meri Jaan Mere Likhe Huye Sare Khat Jalana Chaahti Thi !!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ek Sapne Ki Tarah Aapko Saza Ke Rakhun. Chandni Raat Ki Tarah Nazron Se Chhupa Ke Rakhun. Meri Taqdeer Mere Saath Nahi Warna. Sari Umar Aapko Apna Dost Bana Ke Rakhun.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aankhon Mein Na Humko Dhoondo Sanam Dil Mein Hum Bas Jaayenge! Tamanna Hai Agar Milne Ki Toh.. Band Aankhon Mein Bhi Hum Nazar Aayenge!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Yaadon Key Zakham Badey Azeeb Hotey Hain, Apne Pyar Ke Sath Bitaye Lamhe Kuch Azeez Hote Hain, Sada Yaadein Taza Rehti Hai Unki, Jo Ankhon Ke Nahin Dil Ke Karib Hotey Hain.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bhukh me gam ko chupa lia mene.. Drd ka geet 1 tdapta sa Pyar me gunguna lia mene.. Mujpe ilzam h is zamane ka Kyo Tera masum Sa dil chura liya mene..
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ujad Jayega Sapno Ka Hasin Gulshan Mere Haathon Mein Agar Tera Haath Na Aaya Kabhi Manzil Na Mil Sakegi Mujhe Pyar Ki Jo Pyar Ki Raahon Par Tu Mere Saath Na Aaya...
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Wo Keh Gaye Mera Intezar Mat Karna, Mai Kahu To Bhi Mera Aitbaar Mat Karna, Ye Bhi Kaha Unhe Pyar Nahi Mujhse, Aur Ye Bhi Keh Gaye Kisi Aur Se Pyar Mat Karna
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kisi fakeer ka aitbar mat karna, Dosti ki hadon ko kabhi paar mat karna, Kho doge use hamesha ke liye, Jo achcha lage use kabhi pyar mat karna.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Gahraai Ka Shok Kise Hai, Hum To Kinaare Par Hi Rahte Hain, Kisi Galti Ka Aham Nahi Mujhe, Kisi Ke Sahaare Hi Rahte Hain, Teri Qaaynaat Mein Thodi Jagah De Ah Khuda, Intezaar, Tere Ishaare Par Hi Rahte Hai K.k…
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mere Kamre Ke Parde Ab Puraane Ho Gaye Hain Jo Apne The Ab Tak,Ab Begaane Ho Gaye Hain Rahti Thi Jin Galiyon Mein Hamdardon Ki Aavajaahi Uske Saare Padaao Ab Veeraane Ho Gaye Hain Jinhe Samjha Tha Humne Daastaan Sachhe Pyaar Ki Wohi Kisse Ab Bewafaayi Ke Afsaane Ho Gaye Hain Woh Khwab Woh Ummeeden Woh Jazwa Aur Woh Josh Lagta Hain Un Sab Se Mile Zamaane Ho Gaye Hain Khula To Ab Bhi Hai Pyaar Ka Maikhaana Yeh Aur Baat Hai Ki Khaali Sab Paimaane Ho Gaye Hain
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hum Aapko Kabhi Khone Nahi Denge, Juda Hone Chahe To Bhi juda Hone Nahi Denge, Chandni Raton Me Aayegi Meri Yaad, To Meri Yaad Ke Wo Pal Aapke Sone Nahi Denge.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khamosh hai lab magar. Ankho se baat ho rahi hai. sapno me rooj unse. Mulakat ho rahi hai. kabhi din nikal raha hai. Yaado me unki. kabhi yaado me unki. raat ho rahi hai. kabhi hoto par rehti hai. muskaan hamare. kabhi dil me aasuo ki. barsaat ho rahi hai. koi kehta hai ke ye. anjam hai mohabbat ka. koi kehta hai mohabbat ki. suruat ho rahi hai..
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ab To Ye Chandni Bhi Hamein Jalati Hai Bhari Mehfile Me Bhi Thanhayi Satati Hai Jab Se Tum Door Gaye Ho Humse Humari Aankhein Har Pal Dab-Dabati Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Gam-e-hayat ka jagada mita raha hai koi chale bhi aao ki duniya se ja raha hai koi kaho ajal se zara do ghadi thahar jaye suna hai aane ka wada nibha raha hai koi wo aj lipate hain kis nazuki se lashe ko ki jaise ruthon huon ko mana raha hai koi kaheen palat ki na aa jaye sans nabzon mein hasin hathon se mayyat saja raha hai koi
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS