Kahan Koi Aisa Mila Jis Par Duniya Luta Daity,
Har Ek Ne Dhoka Diya Kis-Kis Ko Bhula Daite,
Apne Dil Ka Dard Dil Main Hi Dabaker Rakha,
Karte Bayan To Sari Mehfil Ko Rula Daity..ii
Pyaar Ke Aanch Me Patthar B
Pighal Jata Hai. Sachhe Dil
Se Sath Do To Takdir Badal
Jata Hai. Pyaar Ke Raho Me
Mil Jaye Agar Achha Ham Safar.
Wo Kitna B Gira Ho Insaan
Badal Jata Hai.
...♥*Main Phool Hun Meri Khushbu
Tum Ho*♥*
*♥*Mai Dil Hoon Meri Dharkan
Tum Ho*♥*
*♥*Mai Jaan Hoon Meri Rooh Tum
Ho*♥*
*♥*Mai Jism Hoon Meri Zindagi
Tum Ho*♥*
*♥*Main Aks Hoon Meri Haqiqat
Tum Ho*♥*
*♥*Mai Saya Hun Meri Surat Tum
Ho*♥*
*♥*Mai Lab Hoon Meri Baat Tum
Ho*♥*
*♥*Mai Tab Hoon
Mukmal Jb Mere Sath Tum
Ho*♥*.
By - Milan Chaudhary
Hawa Batati Rahi Jake Ye Har Ek Ke Dar Per
Utha Liya Hai Sitaroo Ne Asmaa Sir Per
Wo Khuwab Tha Ke Haqeeqat Khabar Nahi Kya Tha
Mai Chor Aaye Ho Ankhein Ik Aise Manzar Per
Wo Aansu Jo Palko Ki Janat Nahi Bnte...
Wo Chupke Se Dil Mian Utar Jaya Karte Hai..
Kuch Log Gamo Ki Numaish Nahi Karte..
Bus Khamoshi Se Bikhar Jaya Krte Hai..
Ek pal aisa hota hai jab hum aapko yaad karte hai.
Wo pal tab hota hai jab hum saans lete hai.
Saans lena hamari majburi hai Qki aapko yaad karna bahut jaruri hai...
Yo To Sadyiaon Se Saans Leta
Ho Mai, aaj Kiyon Bewaja Rone
Laga Ho Mai.. barso Se Hatheli
Khali Rahi Hai Meri.. phir
Aaj Kiyøn Laga Ki Sab Kuch
Khone Laga Ho Mai.
Lag Ja Gale Ye Raat Phir Na Aayegi
Kismat Bhi Hamko Shayad Phir Na Milayegi
Baaki Hai Bas Chand Saansein Is Seene Mein
Rooh Bhi Na Jaise Kaise Tere Bin Reh Payegi.
वो सो जाते है अकसर हमें याद किए बगैर ।
हमें नींद नहीं आती उनसे बात किए बगैर ।
कसूर उनका नहीं कसूर तो हमारा है ।
क्योंकि उन्हें चाहा भी तो उनकी ईजाजत लिए बगैर ।
Tut jaye khwab to judne ki aash kya rakhna,
.
palko ke bhigne ka hisab kyarakhna,
.
Bas isliye muskura dete hai hum,
.
Ki apni udasi se kisi ko udas kya rakhna
Fasle mita kar aapas me pyar rakhna,
dosti ka ye rishta hamesha yunhibarkarar rakhna,
bichad jaye kabhi aap se hum,
aankhon me hamesha hamara intejar rakhna.
Tu Chhaae Kitni Bhi Duri Bana Le Per Main Tujse
Dur Nahi
Dekhega Jab Dhalata Suraj Toh Uski Laali Ban Ke
Tere Jehan Per Chhaa Jaaungi Main
Soya Hoga Raat Ko Jab Chein Ki Neend Mein Kahi
Tu
Kabhi Khawab Ban Ke Kabhi Chand Ban Ke Teri
Aankho Mein Bas Jaaungi Main.
Jab Kabhi Thandi Hawa Ka Jhonka Chhooega Tujhe
Hole Se
Toh Teri Aankho Ko Tere Maathe Ko Hole Se Chum
Jaaungi Main