Jo Na Puch Pau Wo Sawal Puchna Chahta Hu
Kitna Chahte Ho Aap Hme Wo Bat Puchna Chahta
Hu
Aur Ek Jawab Janna Chata Hu M Aapse
Kya Aap Hme Sach M Dost Mante H Ye Bat Sirf
Puchna Chata Hu
Vo kya jane pyar ki keemat kya hoti hai
Jab nahi milta pyar to aankhe kitni roti hain
Kbhi na kbhi to vo kisi se dil lagayegi
Karega vo bewafai to meri wafa ki yaad ayegi
Khan....
kabhi sochu koi phool ho tum
ya gulab ho tum pyar ka nasha chadha de wo sharab ho tum
sau gajal bhi likh du to kam hai tumhare liye itni behad khubsurat lajwab ho tum.
Pyar Ki Har Rasam Nibhayi
Thi Maine. Tumhe Paane Ke
Liye Har Kashti Dubayi Thi
Maine. Tumne Kadar Na Jaani
Meri Wafao Ki. Tumhari
Chahat Mein Har Khushi
Lutayi Thi Maine....;(
milta hai koi zakhm to see lete hain
is waaste kuch log thodi si kabhi pee lete hain
hairat hai is daur mein kaise hum jaise loag
peete bhi naheen aur jee lete hain
Hr Subah Nikal Partaa Hy Jo Khud Ki Talaash Mein.
Woh Khoyee Hui See Aik Pahchan Hoon Mein.
Naa Ankhon Me Khawaab Hain Na Dil Mein Tammannaa Koi.
Apnee Banayee Hui Raahon Sey Hi Anjaan Hon Mein.
pyar ke rishte ka koi naam nahi hota. mana ki iska koi anjaam nahi hota, nibhane ki chahat ho agar dono taraf,to umar bhar yah rishta naakam nahi hota.