• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Khusbon Ki Tarha Meri Har Saans Mein Pyar Apna Basane Ka Waada Karo Rang Jitne Tumhari Mohabbat Ke Hai Mere Dil Mein Sajane Ka Waada Karo.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Smart Chehre Ko Kya Zarurat hah Sawarne Ki . . . . Hum to Apni saadgi Mai Bi Qayamat Da Dete hai. No Claps plz!! Thank u,Thank u!;-)
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khuda tu sare uske gum mujhe dee. Meri khushi ka har ek tukada use dede. Khuda mujhe gum manjur hai, bs mere yar ki zindgi khusiyo se bhar de
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tumse Mil Kar Tumhe Bhulna Mushkil Hai Asaan Nahi Deewane Dil Ko Samjhana,Mushkil Hai Asaan Nahi Har Rasta,Har Manzar Ab To,Koi Fasana Lagta Hai Jab Se Tum Aaye Ho,Sara Sheher Suhana Lagta Hai Jaate Lumho Ka Ruk Jana Mushkil Hai,Asaan Nahi
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Wo Khud Nai Jante Wo Kitne Pyare Hai, Jaan Hai Hamari Hume Jaan Se Pyare Hai, Logo Ke Kehne Se Kya Hota Hai, Wo Kal Bhi Hamare The Aur Aaj Bhi Hamare Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • गीले काग़ज़ की तरह है ज़िंदगी अपनी, कोई लिखता भी नहीं और कोई जलाता भी नहीं, इस क़दर अकेले हो गये हैं आज कल, कोई सताता भी नहीं और कोई मनाता भी नही...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pal Bhar Mai Jo Toot Jaye Wo Qasam Nahi Aap Ko Bhool Jaye Wo Hum Nahi Aap Hamein Bhool Jaye Is Baat Main Dam Nahi Kyon Ke Aap Hamein Bhool Jao Itne Bure Hum Nahiiiii
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khatm Ik Din Ye Teeragii Hogi Mere Aangan Mein Raushnee Hogi Bewafayi Ka Kab Iraada Tha Zeest Majboor Ho Gayi Hogi Jab Kabhii Us Ka Saamna Hoga Woh Qayaamat Ki Hii Gharii Hogi Meri Raahon Pe Ehtiaat Se Chal Koi Khwahish Mari Parii Hogi Aap Aansoo Samajh Rahay Hen Jise Koi Hasrat Tapak Rahii Hogi Waqt-E-Rukhsat Mujhe Bhi Ghum Hoga Teri Aankhon Mein Bhi Nami Hogi Dheere Dheere Mujhe Bhula Do Ge Phir Tarap Bhi Kabhii Kabhii Hogi Zindagi Darbadar Thi Pehle Hi Phir Safar Per Nikal Parii Hogi Haal Anmol Ka Batayen Kya Baithi Qismat Ko Ro Rahii Hogi
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kuch Nasha Aapki Baat Ka Hai, Kuch Nasha Dhimi Barsat Ka Hai, Hame Aap Yuhi Sharabi Maat Kahiye, Ye Dil Par Asar Aapse Pahali Mulakat Ka Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Indgi Ki Sham Dhal Rahi H Intzar Me Kbi To Meri Sadao Ko Sun Paoge Tum Bekhudi Me Kar Bethe H Wada Maut Se Us Se To Pehle Laut Aaoge Tum.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aapke Saare Gam Mai Leti Hu Apni Saari Khusiyan Aapko Deti Hu.. Khuda Se Maangi Thi Jo Duaaye Apne Liye Wo Saari Duaaye Mai Aapko Deti Hu..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kisine pucha dost kya hai? Maine zindagi bata diya. Kitna pyar karoge dost ko? Maine pura asman dikha diya. Kaise rakhoge dost ko? Maine halke se phulo ko sehla diya. Kisi ki nazar lag gayi to, Maine palko mein use chupa liya. Jaan se bhi pyara kaun? To maine aap ka naam bata diya..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jise Tu Chahta H Use Teri Qadar Nahi, Jise Tu Mila Use Teri Fiqar Nhi, Mohbbat To Hum B Krte The Ap Se Par Kehne Ko Lafz Nhi..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kisi K Paigam Ko Zra Pyr Se Pdha Kijiye Kisi Ki Chahat Ka Ehsas Kiya Kijiye . . Koi DiLse Yad Krta H Apko Km Se Km Hichkiya To zor se Liya Kijiye..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • “Usko Pane Ki Is Liye Zid Nahi Krte” “K usko Khone Ko Dil Nhi Krta” “Dil Ki Bat Is Liye Nhi Btate” “K Apna Dil Dukhane Ko Dil Nhi Krta” “Wo Milta Hy To Is Liye Nazren Nhi Uthate” “K Phir Nazren Hatane Ko Dil Nhi Krta” “Khwaabon Main us Ko Is Liye Nhi Sajate” “K Phir Khud ko Jagane Ko Dil Nahi Krta”.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • garmi_a hasrate nakam se jal_jate hai........! Hum charago ki tarah shaan se jal_jate hai.......! Shamma jis aag me jalti hai "numa_ish" k liye......! Hum osi aag me gumnam se jaljatey hai......! Ahad jtr
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil ne kaha friend ko sms karna hai. Phir khyaal aaya ki Dil to pagal hai Phir socha pagal hai to kya hua apna friend kaun sa Normal hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kyu ho kafaa mujhse bas itna bta dijiye, teri raho mei kanto ki jagah khud ko bichha dege, apne aap ko, bas meri khata bta dijiye. dj vicky
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Agar wo apni Mohabat Hume banale hum Unka har khwab apni palko Pe Sajale karegi kaise maut hame unse juda Agar vo hame apni RUH me basale.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS