Dooriyo Se Fark Nhi Padta H,
Baat To Dilo Ki Nazdikiyo Se Hoti H,
Dil K Rishte To Kismat Se bante H Janaab,
Warna Mulaqaat To Jane KitnoSe Hoti Hai…..!!
Ye Zindagi Tere Sath Ho
Ye Aarzoo Din Raat Ho
Mai Tere Sang Sang Chalu
Tu Har Safar Mai Mere Sath Ho
Mai Kanto Par Bhi Chal Padu
Tere Pyar Ki Jab Barsat Ho
Seene Se Laga Loon To,
Lag Jati Hai Seene Se,
Tum Se To Kahi Achi Tasveer Hai Tumhari.
Na Dga De Ye Na Kare Gdari,
Hume Jaan Se Pyari Hai Tasveer Tumhari:(
Ham Unki Mohbbat Ka Viswas
Kare V To Kaise, Thoda Jisne
Dil Usse Wafa Ki Aas Kare
V To Kaise, Sb Kuch Kiya
Usne Jo Ek Bewafa Ko Karna
Tha Par Ye Diwana Dil Unhe
Bewafa Kahe V To Kise.
Duniya mein koi kisi ke liye kuch nahi karta
Marne wale ke saath har koi nahi marta
Arey… Marne ki baat to door rahi
Yahan to zindgi hai phir bhi koi yaad nahi karta…
Mujhe Maaf Kar Mere Humsafar
Tujhe Chaahna Meri Bhool Thi..
Kisi Raah Par Jo Uthi Nazar
Tujhe Dekhna Meri Bhool Thi..
Wo Gali Gali Wo Shehar Shehar
Tujhe Dhoondna Meri Bhool Thi..
Mere Gam Ki Koi Dawa Nahi
Mujhe Tujhe Koi Gila Nahi..
Mera Koi Tere Siva Nahi
Yahi Sochna Meri Bhool Thi..!
Log Kis day ka virodh kar rhe h.
Kis day manao lekin apna tarik badal kar.
* किसी अनाथ बच्चे के गाल को चूम कर तो देखो
* सारे दिन काम करती माँ के हाथो को चूम कर तो देखो
* जिसको पैदा होते ही फेँक दिया उस 6साल की मासूम सी बच्ची को चूमकर तो देखो
*उस 8 साल के बच्चे को चूमो जो तुम्हारे जागने से पहले तुम्हारेघर
मेँ newspaper रखकर चला जाता है
अरे चूमना है तो उसे चूमो , जिनको कभी प्यार ना मिला हो
बचपन मेँ जिनके माँ बाप गुजर गये हो।
sirf premi premika ko kiss karna Kis day nhi hota. PA1
Yunhi ajnabi na bana karo, Kabhi muskura k mila karo
Kabhi sun to lo mera hal-e-dil, Kabhi mujh se koi gila karo
Teri ik nazar teri ik ada, Mere dil ko kar de la-pata
Mere dost mere mere hum-nawa, Mere dil ka koi pata karo
Ye treeq-e-ishq hay kuch to ho, ya wafa karo ya jafa karo
Koi faisla mere mehrban, Koi rasm tum bhi ada karo
Na hi zeest ka koi raasta, Na hi khud-khushi ka hay hosla
Mujhe pyaar do mujhe maar do, Koi kaam tum bhi kya karo
By -SKT
Jab koi itna khas ban jaye, Uske bare main hi
sochna ehsas ban jaye toh mang lena khuda se
use jindagi k liye isse pahle k wo kisi aur ki sans
ban jaye. —
Tera Intezaar Mujhe Har Pal Rehta Hai,
Har Lamha Mujhe Tera Ehsaas Rehta Hai,
Tujh Bin Dhadkane Rukk Si Jaati Hai,
Ki Tu Mere Dil Me Meri Dhadkan Banke Rehta Hai.
Kahte hain ki jab koi kisi ko bahut yaad karta hai to 1 tara toot ke girta hai, 1 din saara aasman khali ho jayega aur aapki wajah se ilzaam mere sir aayega… –> Pyar ne ye kaisa tohfa de diya mujhko gumo ne pathar bana diya teri yaadon
Unhone dekha aur aansu ghir pade,
bhari barsaat me jaise phul bhikar pade,
dukh vo nahi ki unhone hume alvida kaha,
dukh tho ye hai ki uske baad vo khud ro pade…ii
wo yaad nahi karte,
hum bhula nahi sakte,
wo hasa nahi sakte,
hum rula nahi sakte,
pyaar itni khoobsurat hai humari..
wo jata nahi sakte,
aur
hum bata nahi sakte.