Log Kehte Hain Dukh Bura Hota Hai..
Jab Aata Hai Tab Rulaata Hai..
Par
Hum Kehte Hain Dukh Accha Bhi Hota Hai..
Jab Aata Hai Tab Apno Ki Pehchaan Karaata Hai..!
Aye Khuda Tune Ye Muhabbat Banai Kiyon,
Gar Banai To Iss Me Judai Kiyon, Kiyon
Diya Pyar Mujhe Iss Ki Jarurat Kya Thi,
Meri Barbadi Me Shamil Teri Hiqmat Kya Thi
Meri Rahon Me To Khusboo Ka Safar Rahta Tha,
Dil Me Aabad Gulabo Ka Nagar Rahta Tha,
Zindagi Khar Bhari Raah Me Laye Kiyon…
Aye Khuda Tune Muhabbat Ye Banai Kiyon..iii
Log Kehte Hain Har Rishta Nibhana Mushkil Hai
Dil Mein Jo Bas Jaye Use Bhul Pana Mushkil Hai
Hum Kehte Hain Pyar To Sirf Ek Ehsaas Hota Hai
Par Us Ehsas Ke Saath Zindagi Gujarna Mushkil Hai.
Zindagi Ka Matlab Aapne
Bata Diya, Har Gam Ka
Matlab Aapne Samjha Diya.
Aap To Ro Kar Bhi Apne
Gamon Ko Halka Na Kar Sake,
Humne Khushi Ki Aaadh Mein
Apne Ghamon Ko Chupa Liya.
Mere Mehboob Ki Jaha Se Niraali Hai Adaa..
Har Andaaz Hai Uska Sab Se Judaa..
Khafa Ho Jaaye To Qaatil Se Kam Nahi..
Meharbaan Ho Jaaye To Lagta Hai Khuda..!
Kisi Ko Mohabbat Ke Achhaie Ne
Mar Dala Kisi Ko Mohabbat Ke
Gahrahi Ne Mar Dala MohabbatTune Chaha Hi Nahi Halat
Badal Sakte The.. Tere
Aansoo Mere Aankhon Se
Nikal Sakte The. Tum To
Thhahre Rahe Jheel Ki
Pani Ki Tarah, Darya Bante
To Bahut Dour Nikal Sakte The.....? Se
Koi Bach Na Saka-E-Dost Aur Jo
Bach Gaya Usko Tanhaye Ne Maar Dala.
Aashiqui Me Tere Badnaam Hai Hum.
Teri Chahat Se Bhi Anjaan Hai Hum.
Chalogi Kya Mere Sath Do Kadam,
Bas Kuch Din Ke Mehmaan Hai Hum...
submit by-- pranab and freshsms team
हम प्यार उन्ही से करते है..
अब ये भी जताना छोड़ दिया..
हम उनसे कभी रूठे ही नहीं..
और उसने भी मनाना छोड़ दिया
मरना भी मुश्किल सा होगा जिसके बगैर्
उस शक़्स् ने ख्वाबो में भी आना छोड़ दिया
ऱोना तो हमें आता ही ना था..
अब हमने मुस्कराना भी छोड़ दिया..
सब पूछ्ते है की हम क्यों लिखते नहीं..
हम कैसे कहे की अब हमने अपने ज़ख्मो को..
कागज़ पे सजाना छोड दिया
Kaha The Ham Hosh Me Jo Khud Ko Sahara Dete.
Yhi Bahut Tha Ke Har Gam Par Muskra Dete
Agar Chehre Par Dikhte Jakhm
Dil Ke To Kasam Se Aaiene Ko Bhi Rula Dete.
Log Kehte Hai Ki Ye Har Gum
Bhula Deti Hai.. Dil Me Basi
Kisi Ki Yaad Mita Deti Hai..
Par Wo Yaad Hi Kya Jo Isse
Peene Se Meetjaye.. Sharab To
Bas Uske Bina Jeena Sikha Deti Hai..
Tum Bin Jo Hum Mehsoos Karte Hain..
Agar Tum Tak Pauch Jaaye To Bas Itna Samajh Lena..
Ki
Ye Un Jazbon Ki Khusboo Hai..
Jinhe Hum Keh Nahi Sakte..
Magar Tum Jo Izazat Do..
To Chand Lafzo Me Mai Keh Du..
Ki
Tum Bin Mar To Sakte Hain
Tum Bin Ji Nahi Sakte..!
Yaadon Ke Dhund Me Teri Parchhayi Si Lagti Hai,
Sannate Me Gunjti Koi Shehnaayi Si Lagti Hai,
Tu Hai Dil Me To Apnapan Sa Lagta Hai,
Warna Seene Me Saanse Bhi Praayi Si Lagti Haiii