• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Sochna Kabhi Baith K Akele Me, Kitne Dost Mile Aapko Dunia K Mele Me, Kaun Jhutha Mila Kaun Sacha Mila, Sach sach Batana Kya Koi Hamse Bhi Achha Mila.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • "दुनियादारी से रूबरू हुआ तो पता चला...जिस्म में ज़मीर का होना... इतना ज़रूरी नही...जितना जेब में रूपया होना...!!!"
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kal tak ham unko chahte rahe & or wo hame satate rahi....... Aaj kal chup k roya krti h wo & or ham unko rulate rahe...... Kbhi gairo se milti to bate hajar krti rahi & or ham milne ko tarste rahe wo hamko tarsati rahi...... Kal tak wo hamko fuslati gai & or aaj ham unko behlate rahe....
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tarasta hai Dil teri awaz ke liye, tere mohabat bhare do alfaz ke liye, kardo hume fannah apni is ada ke liye, tadapte hai hum teri ek mulakat ke liye
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • khwab tha unke dil me jagah pane ka, ek khwab ko apna banane ka, wo dur ho gaye humse ruthkar, shyad main kabil nahi tha unka kehlane ka. Khan
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ye Meri Wafa Ki Hyn Wehshatai’n Mujhy Ikhtiar-E-Junoon Nhi Jahan Naam Hum Ny Suna Tera Wahii’n Sir Ko Apne Jhuka Dia … !!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kal Na Hum Honge Na Koi Gila Hoga Sirf Simti Hovi Yadoon Ka Silsila Hoga Jo Lamhe Hai Chalo Hans Kar Bita Le Na Jane Zindagi Ka Kal Kya Faisla Hoga..?
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Meri Girlfriend boli: Mujhe bhul jao meri engagement ho gayi hai london ke ek ladke ke saath... . . . . . . . . Me: Chal jo hona tha ho gaya... Ek iPhone bhej dena wahan se... Suna hai wahan sasta milta hai
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hamare liye apne heart me jagah rakhiye, Mind me nahi Hume mind me rakhna dangerous ho sakta hai Kyonki hum mind blowing hai By - ANIL
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mere Mehbub Tu Ranz Na Kar Apni Zingdani Ki Mene Kasam Khai He Tujhe Pe Mar-Meet Jane Ki Bus Tu Zra Sabr Kar Le. Ek Din Yaad Karegi Duniya Teri Prem Kahani Ki.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Le kar Khusiyan Meri Tu Mujhe Faqeer Bana De... Bas Gam Ko Hi Meri Taqdeer Bana De... Unki Palken Kabi Nam Na Ho... Aye Khuda Mere Sanam Ki Haathon Me Aisi Lakeer Bana De..
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Chaahta hu tujhe pyaar du, Dost pe apni jindagi waar du, Jab tera SMS nahi milta to, Man karta hai teri jaan nikaal du. THANSA SARAN
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Roz Aadhi Raat Ko Koi Sapna Aa Jaata Hai.. Fir Soona Mushkil Ho Jaata Hai.. Rab Ki Kasam Maine Pyar Nahi Kiya.. Ye Pyar To Apne Aap Ho Jaata Hai..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Fiza Me Mehaakti Sham Ho Tum.. Pyar Me Jhalaakta Jaam Ho Tum.. Seene Me Chhupaaye Firte Hai Hum Yaade Tumhar.. Isliye Meri zndgi Ka Dusra Naam Ho Tum..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bohat Chup Chup Sey Rehtey Ho Na Bantey Hoo, Sanwertey Ho Na Koi Baat Kartey Ho Bharee Mehfil Main Bhi Aksar! Hamesha Khoye Rehtey Ho Udasi Ankh Main Bharr Kar Har Ik Chehrey Ko Taktey Ho! Koi Jab Yaad Ata Ha To Thandee Aah Bhartey Ho! To Khul Kar Kyun Nahin Kehtey Kisi Sey Pyaar Kartey Hooo
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Meri Mahobatt ko wo meri majburi samaj baithe. Dil humse lagaya per, Anpa gero ko bana baithe. Humne bhi koi gum na kiya e mere mahboob, Yaad me teri sarab ki bottal muh se laga baithe.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ankho Me Sama Jao Is Dilme Raha Karna.. Taaro Me Hasa Karna Phoolo Me Khila Karna.. Jabse Tumhe Dekha Hai Jabse Tumhe Paya Hai.. Kuch Hosh Nahi Mujhko Ek Nasha Sa Chaaya Hai.. Ab Baat Jo Bhi Karni Ho Ankho Se Kaha Karna..!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Gulab Ankhen Sharab Ankhen Yehi To Hen Lajawab Ankhen Inhi May Ulfat Inhi May Nafrat Sawab Ankhen Azab Ankhen Kabi Nazer Me Bala Ki Shokhi Kabi Sarapa Hijab Ankhen Kabi Chupati Hen Raz Dil K Kabi Hen Dil Ki Kitab Ankhen Kisi Nay Dekhi To Jhel Jesi Kisi Ne Paeen Sarab Ankhen Mai SirbaSajda Tha Makaday Me The Zahen-o-Dil Me Sharab Ankhen Wo Aye To Log MujSe Bole Hazoor Ankhain Janab Ankhain Ajab Tha Guftagu Ka Aalam Sawal Koi Jawab Ankhain.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • mujhko jaane kahaan ehsaas mere le jaayein, waqt ke haathon se ek nazm utha li maine, gheerey rehti hai mujhe ek anokhi khushbu, teri yaadon se har ek saans saja li maine, jiske sheron ko woh sunkey bahut roya tha, bas wohi ek ghazal sabsey chupa li maine..
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • "Haskar jeena dastoor hai zindagi ka, Ek yahi kissa mashhur hai zindagi ka, Beete huye pal kabhi laut kar nahi aate, Yahi sabse bada kasoor hai zindagi ka.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS