Gulshan Me Khuda Ne Hzaro Phul Khilaye Hai,
Tab Jake Hawa Ke Zoke Mahek Paye Hai,
Toote Hai Na Jane Kitne Khubsurat Taare,
Tab Jake Aap Jami Par Aaye Hai.
Har Sapna Khushi Pane Se Pura Nahi Hota,
Koi Kisi K Bina Adhora Nahi Hota.
Jo Chand Roshan Karta Hai Rat Bhar Sab Ko,
Har Raat Woh Bhi To Poora Nahi Hota…..
Utho Na Bazm Se Ahade Shabab Baqi Hai
Bachi Hoi Abhi Thodi Sharab Baqi Hai
Bisath A Aish Na Ul To , Chale Sharab Ka Daur
Falak Pey Anjuman A Maah-O-Taab Baqi Hai
Rishta Wo Nahi Hota Jo Dunia Ko Dikhaya Jaaye..
Rishta Wo Hota Hai Jo Dilse Nibhaya Jaaye..
Apna Kehne Se Koi Apna Nahi Hota..
Apna Wo Hai Jise Dilse Apnaya Jaaye..!
Nazuk si chot se sisha na tute,
chhoti chhoti baton se apne na ruthe,
thodi si bhi fikr hai agar apko hmari,
to kosish kijiyega,
rishto ki ye dor kabhi na tute.
Aaj rothay huway sajan ko bohat yaad kiya
Apnay ujray huway gulshan ko bohat yaad kiya
Jab kabhi gardish-e-taqdeer nay ghera hai hamein
Gaisuay yaar ki uljhan ko bohat yaad kiya
Shama ki joot pey jaltay huway parwano nay
Ek teray shula-e-daman ko bohat yaad kiya
Jis k mathay pey nae subah ka jhoomar ho ga
Hum nay us waqt ki dulhan ko bohat yaad kiya
Aaj totay huway seeno ki bohat yaad aei
Aaj beetay huway sawan ko bohat yaad kiya
Aap to chand ho jise sab yaad karte hai,
humari kismat to sitaro jaisi hai,
yaad karna to door…log apani khwahish k liye bhi
humare tootne ka intezar karte hai.
Tu Chhaae Kitni Bhi Duri Bana Le Per Main Tujse
Dur Nahi
Dekhega Jab Dhalata Suraj Toh Uski Laali Ban Ke
Tere Jehan Per Chhaa Jaaungi Main
Soya Hoga Raat Ko Jab Chein Ki Neend Mein Kahi
Tu
Kabhi Khawab Ban Ke Kabhi Chand Ban Ke Teri
Aankho Mein Bas Jaaungi Main.
Jab Kabhi Thandi Hawa Ka Jhonka Chhooega Tujhe
Hole Se
Toh Teri Aankho Ko Tere Maathe Ko Hole Se Chum
Jaaungi Main
Heart touching must read
Ek Ladka aur Ladki Ek Dusre Ko
Bahut Pyar Karte The,
Ek Din Ladki Mar Gayi Usne Swarg
Me Se Ladke Ko Kaha,
Ek Wada Tha Tere Har Wade Ke
Piche,
Tu Milega Har Darvaje Ke Piche,
Par Kyo Tu Itna Bewafa Nikla,
Ek Tu Hi Nahi Tha Mere Janaje Ke
Piche,
Ladke Ne Ankh Me Anshu Ke Sath
Jawab Diya,
Ek Wada Tha Mera Har Wade Ke
Piche,
Milunga Har Gali Har Darvaje Ke
Piche,
Tune Hi Mud Kar Nahi Dekha..
Ek Aur Janaza Tha Tere Janaze Ke
Piche…..
jab yaad apki aati hai to muskura lete hai
kuch pal ke liye har gam bhoola dete hai
kaise bheeg skti hai apki palke apke hisse ke ansu to ham baha dete hai.
Zuban khamosh, ankhon me nami hogi,
Yahi bas ek dastan-e-zindagi hogi,
Bharne ko to har zakham bhar jayega,
kaise bharegi wo jagah jaha Teri kami hogi.