Na Darro Meri Jaan Aapko
Hai Rab Ka Wasta.. Kadam
Badhao Dil Ki Taraf Milega
Pyar Ka Raasta.. Pyar Ki
Raaho Me Ho Sakta Hai Gam
Ka Andhera.. Par Pyar Ki
Manzil Pe Hi Hoga Dil Ka Savera..!
Fir Aaj Zndgi Se Vishwas Uth Gaya Hai..
Kaanta Sa Koi Seene Me Chub Gaya Hai..
Meri Badnaseebi Aaj Fir Mere Saamne A Gayi..
Meri Zndgi Ka Har Roshan Diya Bujh Gaya Hai..
Ab Meri Saanse Bhi Meri Rooh Ke Saath Nahi Hai..
Mera To Saara Jaha Ek Saath Loot Gaya Hai..!
उसके तुरंत बाद ही बदली है
ज़िन्दगी;
जीवन में चंद फैसले इतने अहम् रहे;
अनुयायियों ने धर्म की सूरत बिगाड़
दी;
हिंसा में सबसे आगे अहिंसक धरम रहे;
वो अपने बल पे दौड़ को जीते
नहीं कभी;
जो लोग, जोड़ तोड़ में सबसे प्रथम रहे।
Tere Dil Me Mere Liye Jagah
Na Sahi, Par Mujhe Khud Se
Yun Door Na Kar, Mujhe Jeeni
Hai Ye Zindagi Tere Sang,
Par Mujhe Marne Ke Liye
Yun Majboor Na Kar.
Jab Chla Chor K Batlane Ki Zehmat Bhi Na Ki,
Khob Tha Dosti Ek Arsa Nibhanay Wala,
Dushmani K Bhi Tu Aadaab Hain Aey Dost Bata,
Koi Itna Bhi Na Tha Tujh Ko Batanay Wala…
bottle main Pepsi say zyaada....
used Socks main smell say bhi zyaadaa....
Adnan Sami main charbi say zyaada...
Mithai main sweet say zyaada...
Pakistan main coruption say zzyaada... I LOVE UÂ
Haunsle Zindagi Ke Dekhte Hain
Chalo Kuch Roz Jee Ke Dekhte Hain
Baarishon Se To Pyaas Bujhti Nahi
Ab Zeher Pee Ke Dekhte Hain
Aao Ab Pyar Karke Dekhte Hain…