Agar Kisi Ke Pyaar Ka..
Andaaza Lagana Ho..
To Uski Narazgi Ek Bar
Dekh Lo.. Qki Jitni Shiddat
Se Wo Narazgi Dikhata Hai..
Utni Hi Shiddat Se Wo
Pyaar Bhi Karta Hai..!
Tere dil ko sjayenge apne arman dekar,
Tere labo ko hasayenge apni muskan dekar.
Dosti ki kasam tujhe kafan se bhi utha layenge, Tere sharir me apni jaan dekar...
Hum umeedo ki duniya basaate rahe
Vo bhi har kadam par aazmaate rahe
Jab mohabbat ke imtihaan mein marna pada
Humne jaan dedi aur vo kasmein khaate rahe.
Mujhe Dard E Ishq Ka Maza
Maloom Hai
:
Dard E Dil Ki Inteha Maloom
Hai
:
Zindagi Bhar Muskurane Ki
Dua Na Dena
:
Mujhe Pal Bhar Muskurane
Ki Sazaa Malum Hai...
Ye shayari likhna unka
kaamnahi,
Jinke dil aankhon mein
basa karte hai.
Shayari toh voh sakhas
likhte hai,
Jo sharab se nahi, kalam
se nasha karte hai…
Aapko koi gam ha to khushi hum h,
ro rahe ho to hashi ham,
udaas ho to umang hum h,
akele ho to sath hum h
ab muskura bhi do kyuki jab hum hai to kya gum hai.
Ashq bahe to ahsaas hota hai....
dosti ke bina jeewan kitna udaas hota hai.....
Umar ho aapki sitaron jitni lambi.......
aisa dost kaha kisi ke pass hota hai
"मुस्कुराना ही खुशी नही होती,
उमर बिताना ही ज़िंदगी नही होती,
खुद से भी ज़्यादा ख्याल रखना पड़ता है दोस्तों का. क्यूँ क़ि...
दोस्त कहना ही दोस्ती नही होती."
Mere Tanhaai Ke Kahni, Suno
Mere Zubaani, Wo Aate To Thi
Mere Zindagi Me Khali Haath,
Jaate Waqt De Gye Dil Me
Dard Aur Aankho Me Pani, Ye
Shayad Sirf Mere Nhi Har
Aashiq Ke Hai Yehi Kahni..
Manzil bhi ussi ke thi, raasta bhi ussi ka tha…
Main sift ekela tha, baki sab kaarwa bhi ussin ka
tha…
Meri saath chalne ke soch bhi ussi kit hi, phir meri
ko chdne ka faisla bhi ussi ka tha…
Meri aankhoon main sapna bhi ussi ka tha, ab
aansoo ka samandar bhi ussi ka ka hai,
Mera dil agsar ab swaal karta hai mujse, ke sab
kuch ussi ka tha per ….
“kya kudha bhi ussi ka tha
Sarfaroshi ke tamanna ab hamare dil mein hai
dekhana hai zor kitna bazu-e-qatil mein hai
karta nahi kyon dusara kuch bat-chit
dekhata hun main jise wo chup teri mahafil mein
hai
ae shahid-e-mulk-o-millat main tere upar nisar
ab teri himmat ka charcha gair ke mahafil mein hai
waqt aane de bata denge tujhe ae aasman
hum abhi se kya batayen kya hamare dil mein hai
khainch kar lai hain sab ko qatl hone ke umeed
aashiqon ka aj jamghat kucha-e-qatil mein hai