gham mujhe hasrat mujhe vahashat mujhe sauda mujhe
ek dil deke khuda ne de diya kya kya mujhe
hai husul-e-arazu ka raz tark-e-arazu
main ne duniya chod di to mil gai duniya mujhe
kah ki soya hun ye apne iztarab-e-shauq se
jab wo aayen qabr par fauran jaga dena mujhe
subah tak kya kya teri umeed ne tane diye
aa gaya tha sham-e-gam ek neend ka jhonka mujhe
ye namaz-e-ishq hai kaisa adab kisaka adab
apne pay-e-namaz par karne do sajda mujhe
dekhte hi dekhte duniya se main uth jaunga
dekhati ki dekhati rah kjayegi duniya mujhegham mujhe hasrat mujhe vahashat mujhe sauda mujhe
ek dil deke khuda ne de diya kya kya mujhe
hai husul-e-arazu ka raz tark-e-arazu
main ne duniya chod di to mil gai duniya mujhe
kah ki soya hun ye apne iztarab-e-shauq se
jab wo aayen qabr par fauran jaga dena mujhe
subah tak kya kya teri umeed ne tane diye
aa gaya tha sham-e-gam ek neend ka jhonka mujhe
ye namaz-e-ishq hai kaisa adab kisaka adab
apne pay-e-namaz par karne do sajda mujhe
dekhte hi dekhte duniya se main uth jaunga
dekhati ki dekhati rah kjayegi duniya mujhe
Dost dushman nazar nahin atay
Ab to pather bhi ghar nahin atay
Sub ko roona mera mazaq lagay
Ashq aankhon main bhar nahin aatay
Baap say pocho kia guzarti hai
Baitiyon k jo bur nahin aatay
Mujh say pocha yeh raat wehshat nay
aaj kal aap ghar nahin aatay,
Dosti ho gaye sitaron say,
Khuwab ab raat bhar nahin aatay
Unki Ankho Ki Gehraai Me Doob Kar
Hum Zamana Bhula Dete Hain..
Wo Ek Nazar Se Kitne Armaan Jaga Dete Hain..
Ishq To Unhe Bhi Hai Humse Ye Jaante Hain Hum..
Firbi Na Kehkar Kyu Wo Is Dil Ko Saza Dete Hain..!
Kanch ko chahat thi pathhar pane ki,
Ek pal mein fir tut kar bikher jane ki,
Chahat bas itni thi us Diwane ki,
Apne Hazar tukdo mein uski Hazar tasvir sajane ki.
Yun To Sadmo Mein Bhi Hans Leta Tha Main,
Aaj Kyu Bewajah Rone Laga Hun Main,
Barson Se Hatheliyan Khali Hi Rahi Meri,
Phir Aaj Kyu Lagaa Sab Khone Laga Hun Main
Har Raho Se Hum Aapki Raah
Ko Saza Denge, Sapno Ki
Daulat Ham Aap Par Luta Denge,
Na Koi Phool Hai Aaj Mere
Daman Me, Lekin Apke Aane Par
Ham Apni Palke Bichha Denge.
Na Jaane Kon se Baat Aakhri ho...
Na Jaane Kon Se Mulaakat Aakhri ho....
.
.
.
Ye Sooch K Sab Ko Yaad Krke Soota Ho...
Na Jaane Kon Se Raat Aakhri Ho...
Sapno Ki Duniya Ajib Lagti Hai,
Jhuthi Hi Sahi Par Har Khushi Nasib To Hoti Hai,
Beshak Aate Hai Sapne Kuch Pal Ke Liye,
Par In Palo Me “Jannat” Kitni Karib Hoti Hai…
Yaar a dil ke riste bhi ajib hai
Jo usme rahta hai ussi se shikaayat hoti hai
Pal me hasata hai pal me rulata hai
Pr rote waqt bhi ussi ki kami mahsus hoti hai
Mohabat phir mohabat hay
kabhi dil say nahi jati…
lakhon rang hein is kay..
ajab hi dhang hein is k..,
kabhi sehra..,
kabhi deriya..,
kabhi jugno..,
kabhi anso..,
hazaron roop rukhti hay..
badan jhulsa k jo rakh day..
kabhi woh dhoop rakhti hay…,
kabhi ban ker yeh eik jugno.
shabe gham ki andheron mein..
dilon ko aas deti hay…….,
kabhi manzil kinarey per..,
sadyon k musafir ko..,
faqat eik piyas deti