• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Jab Uski Dhun Mein Raha Karte The Hum Bhi Chup Chap Jiya Karte The Aakhon Mein Pyas Hua Karti Thi Dil Mein Tufaan Utha Karte The Log Aate The Gajal Sunne Hum Uski Baat Kiya Karte The Sach Samajhte The Uske Vado Ko Raat Din Ghar Me Raha Karte The Kisi Viraane Mein Usse Milkar Phool Khila Karte The Ghar Deewar Sajaane Ki Khaatir Hum Naam Unka Likha Karte The Kal Usko Dekhkar Yaad Aaya Hum Bhi Kabhi Mohabbat Kiya Karte The.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kafan na dalo mere Chehre par, mujhe Aadat hai muskuraney ki, aaj ki raat na dafnao mujhe yaroon, aaj umeed hai unke Aane ki!!ii
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Samajh Sako To Samajh Kar Dekho.. Prem Ki Zanjeeron Me Ulaajh Kar Dekho.. Kya Hoti Hai Tadaap Kisi Se Milne Ki. Kisi Se Mohabbat Tum Karke Dekho..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dard Ki Deewar Par Fariyaad Likha Karte Hain.. Har Raat Tanhaai Ko Abaad Kiya Karte Hain Aye Khuda Unhe Hamesha Khush Rakhna.. Jinhe Hum Tujhse Bhi Pehle Yaad Kiya Karte Hain..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • ishq sabhi ko jeena sekha deta hai, wafa ke naam par marna sikha deta hai, ishq nahi kiya to karke dekho zaaaalim ishq har dard sehna sikha deta hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Meri ghazal mein zikr-e-zamana na aye ga Tay ye huwa ke sirf mohabat likhon ga main Is zindagi ney jo bhi mujhe dukh diye hain Lekin inhe bhi teri inayat likhon ga
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • जब भी कभी आप चाँद को देखो तो याद करना हमे ये सोचकर नहीं की कितना चमकता है वो उन सितारों में बल्कि ये सोच कर कितना तनहा है वो हजारों में.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dard ki mehfil me ek sher hum bhi arz kiya karte hai.. Na kisi se marham Na duaon ki Ummed kiya karte hai.. kayi chehre lekar log yaha jiya karte hai……. hum in aasunao ko ek chehre ke liye peeya karte hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Parakhte rhe wo hme sari zndagi or hm imtihan dete rhe maza aa rha tha unhe hmari ansuo ki barish me or hm b unke Liye bina ruke rote rhe,,,,,
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sham honay se pehlay lot ana, Kisi k naam honay se pehlay lot ana, Hum teray hiintizar mein hain, Anjan honay se pehlay hi lo ana, Subah sham rehti hai tere deedar ki umeed, Din ke ekhtetam honay se pehlay hi lot ana, Agar na lot pao to bas itna kr dena, Meri akhri sans honay se pehlay hi lot ana.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mohabbat har shaks ko apna deewana bana deti h Mohabbat jannat ki sair kara deti hain Dil ke ho mareez to karo ijhaar-e-mohabbat, Kyuki mohabbat har dil ko dhadkna sikha deti hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Paani Se Tasveer Kaha Banti Hai.. Khwaabo Se Taqdeer Kaha Banti Hai.. Kisi Se Pyar Karo To Saccha Karo.. Qki Sacchi Mohabbat Baar Baar Kaha Milti Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kya Hasino Se Dil Lagate Ho, Kabhi Zindagi Ka Maza Bhi Uthaiye Pyar Milna, Nahi Milna, Kismat Ke Haath Hai, Kisi Ko Itni Jaldi Na Khuda Banaiye…..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS