Teri yaden mulakate
m kaise bhulu chaht ki vo brsate,
tu hi mera dil h,
tu hi meri jaan,
kbi to pas mere aao,
kbi to najre mjhse milao,
kbi to dil se dil ko milao,
meri jaan palke yu na jhukana,
meri jaan mjhse dur na jana,
meri jaan mjhko bhul na jana.
mjhe lauta de vo mera pyar,
m tera hi diwana hu,
teri bate kbi m bhul na pau,
o yara kyu
khafa ho mjhse,
o yara kyu juda ho mjhse,
o yara mera pyar h tjhse,
mjhe lata de vo mera pyar.
Dil Ke Dariyaa Ko Kisii Roz Utar Jaanaa Hai
Itanaa Besimt Na Chal Laut Ke Ghar Jaanaa Hai
Us Tak Aatii Hai To Har Chiiz Thahar Jaatii Hai
Jaise Paanaa Hii Use Asl Men Mar Jaanaa Hai
Bol Ai Shaam-E-Safar Rang-E-Rihaa_Ii Kyaa Hai
Dil Ko Rukanaa Hai Ki Taaron Men Thahar Jaanaa
Hai
Kaun Ubharate Hue Mahataab Kaa Rastaa Roke
Us Ko Har Taur Suu-E-Dasht-E-Sahar Jaanaa Haiii
*** Karni Khuda se kuch fariyaad baaki hai,
Hame unse kehni kuch baat abhi baaki hai,
Maut aayegi to kehna ruk ja,
abhi apne Dost se Mulakaat baaki hai.***.
मुस्कुराना ही खुशी नहीहोती,
उमर बिताना ही ज़िंदगी नहीहोती,
खुद से भी ज़्यादा ख्यालरखना पड़ता है दोस्तों का.
क्यूँ क़ि दोस्त कहना हीदोस्ती नही होती.......
Zara Sa Dil Mein De Jagah Tu,
Zara Sa Apne Le Bana.
Zara Sa Khwabon Mein Saja Tu,
Zara Sa Yaadon Mein Basa.
Mein Chahun Tujhko Meri Jaan Be-panah,
Fida Hun Tujhpe
Meri Jaan Be-panah..
Wohohoooo
hit if u like thz song
٠•♥ mk♥
Is shart pe khelongi piya pyar ki bazi ..
JEton to tujhe paon ,haaron to piya teri..
Har lehza khyal tera rakhongi sirf itna ..
Beth jaon to bi teri ,uth jao to bi teri ..
Kuch karlongi haal apna aisa humsafer..
Ankh lage tO bi teri,Ankh khuley to bi teri ..
TEri har Aahaat pe paa loongi tabeer Aisi ..
Hans jao to bi teri ,Rooth jao to bi teri ..
Mein Saath doon tera kuch aesy Jaan -E- jahannn..
Zinda rahon to to bi teri ,MaaR jaoon to bi teri ...!!!
Benaam musafir hoon benaam safar mera
kis rah nikal jaun kuch kah nahi sakta
Mil jayegi tahbeer mere khawaboon ki ek din
Ya khawab bikhar jayen kuch keh nahi sakta.
Jab Yaad Teri Aaye To Kya Karu,
Jab Har Lamha Mujhe Sataye To Kya
Karu.
Waise To Neend Hume Aati Nahi
Raato Me Par,
Bewakt Khayaal Tera Aaye To Kya
Karu...
Yaad Mein Teri Aahe Bharta Hai Koi
Har Saans Ke Saath Tujhe Yaad Karta Hai Koi
Maut To Sachai Hai Aani Hai
Lekin Teri Judaai Mein Har Roz Marta Hai Koi
k.k
Ham Apne Pyaar ko Samjhate Bhi to Kaise Samjhate,
Ham Apne is Jajbaat ko Samjhate Bhi to Kaise Samjhate…..
Theher Jaatin Hain Meri Jubaan Unke Deedar k Saath hi,
Ab ye Baat Ham Unhe Samjhate Bhi to Kaise Samjhate!!!!
Tum Jab Aao Gi Khoya Hua Pao Gi Muje
Meri Tanhai Mein Khwabon Ke Siwa Kuch Bi Nahi
Mere Kamre Ko Sajane Ki Tmana Hai Tumhen
Mere Kamre Mein Kitabon Ke Siwa Kuch Bi Nahi