• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Ishq aisa kro ki dhadkn me bs jaye, saans bhi lo to khusbu usi ki aaye, pyar ka nasha aankho pe chha jaye, baat kuchh bhi na ho pr naam usi ka aaye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • "कब्र के सन्नाटे में से एक आवाज़ आयी, किसी ने फूल रखके आंसूं की दो बूंद बहायी, जब तक था जिंदा तब तक ठोकर खायी, अब सो रहा हूं तो उसको मेरी याद आयी।"
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kab hua hume pyar pata nahi, Kab ho gaya hume ikrar unse pata nahi, Hum jinka intezar karte hain raato mein, Unki yaad mein nikal aaya aansu pata nahi..iii
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Qayamat tak tujhe yaad karenge, teri har baat par aitbaar karenge, tujhe SMS karne ko to nahi kahenge, par phir bhi tere SMS ka intezar karenge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Najane kaun teri khusbu , mere sanso me basi hai, tere ek ahat se bs, mera dil tadap uthata hia, jab yaad tumahi ati hai...........miss u
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Patt Jharr Main Bhi Raha Teri Yaad Ka Saawan Magar Ek Ashq Bhi Aankh Se Bahaya Nahi Dil To Kya Hum Kardete Apni Jaan Bhi Qurbaan Tumne Ek Qadam Pyaar Se Aage Bharhaya Hi Nahi
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aarizon Mein Lubon Mein Shafuq Mustaruq Surkhiyan Hain Sabhi Aapkeen Musthuq Shub Hain Zulfon Mein Abron Kin Tareekiyan Aisa Hum Ne To Dekha Nahi Aaj Tak
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Itne Hasin Khwab Na Dikhao Mujhe Khwabo Ko Ek din Toot Jana Hai Mana Akhri Saans Tak To Main Sath Hu Lekin Sanso Ko Bhi To Ek Din Rooth Jana Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kyu Log Mohbat Kar Ke Wafa Nahi Karte, SaJdo Me Rahte Hai Aur ibadat Nahi Karte, Shaokh To Hai Unhe SaJne Sanwrne Ka, Fir Kyu Wo Aaino Ki Hifajat Nahi Karte.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Laut Jati Hai Duniya Gam Hamaradekhkar, Jaise Laut Jaati Hai Lehere Kinara Dekhkar. Tu Kandha Na Dena Mere Janaze Ko, Kahi Fir Se Zinda Na Ho Jau Tere Sahara Dekhkar.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Per Us K Bad Yeh Kya Howa Wo Gya To Cheen Key Ley Gya Mara Chain, Sabr-O-Qarar B Mary Rahtien, Mari Chahtein Mari Zindgi Ki Bahar B Mara Likhna Aur Mara Sochna Mara Husn, Mara Nikhar B Main Ny Hasna Khailna Chor Kar Issi Ghum Ko Dil Sy Laga Liya
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • हम तो बरबाद हो गये इन दोनों की लड़ाई में..... इश्क़ हार नहीं मानता,दिल बात नहीं मानता.......
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Reh Na Paoge Bhula Kar Dekh Lo, Yakeen Na Aaye To Aazma Ke Dekh Lo, Har Jagha Mehsoos Hoge Mere Kami.. Apni Mehfil Ko Kitna Bhi Saja Ke Dekh Lo!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pal-Pal Ki Dosti Ka Wada Hai Aap Se Apnapan Kuchh Jyaada Hai Aap Se Na Sochna Ki Bhool Jayenge Zindagi Bhar Yaad Rakhne Ka Wada Hai Aap Se.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ye Zndgi Bhi Kitna Tadpati H Kabi Dil Ko Sehlati H Kabi Jalati H Kabi Jeet Dilati H Kabi Haar Me Bebas Banati H Kabi Tufaan Me Kashti Paar Lagati H Kabi Dubati H.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mujh Se Bichar Kar, Mujh Ko Rula Kar Udaas Tha Meri Tarah Wo Khud Ko Jala Kar Udaas Tha Aese Ajeeb Dard Ke Pehre The Chaar Soo Ab Ke Wo Mere Shehr Mai Aa Kar Udaas Tha…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aaj Bhi Unki Nazron Mein Raaz Wahi Tha Chehra Wahi Tha Chehre Ka Libas Wahi Tha Kaise Unhe Bewafa Keh Doon Aaj Bhi Unke Dekhne Ka Andaz Wahi Tha
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hum nay is aas pay derwaza khula rakhha hay Aaj aa jao jo milnay to koi baat banay Kitni ratoun say yunhi jaag rahay hain tunha Apnay pahlu may sullao to koi baat banay Hum to is raat ki syahi ka maza chahtay hain Apni zulfoo ko jo phalaoo to khuch baat banay Hum to chahtay hain teri ankh ka kajal
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • jo tu hi sanam hum se bezar hoga to jina hamen apna dushawar hoga gam-e-hijr rakhega betab dil ko hamen kudhate-kudhate kuch aazar hoga jo afrat-e-ulfat hai aisa to aashiq koi din mein barason ka bimar hoga uchatati mulaqat kab tak rahegi kabhu to tah-e-dil se bhi yar hoga tujhe dekh kar lag gaya dil na jana ke is sangdil se hamen pyar hoga
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Koi hai jo dua karta hai, Apnon mein mujhe ginaa karta hai, Bahut kushnaseeb samajhte hain khud ko hum, Door reh ke v jab koi humein yaad karta hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS