• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Nazar Ko Nazar Ki Khabar Na Lage, Koi Acha Bhi Is Kadar Na Lage, Aapko Dekha Hai Bas Usi Nazar Se, Jis Nazar Se Aapko Nazar Na Lage…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • E khat ja unke haatho ko chum le, jb wo padhe to unke hotho ko chum lo, agar padhte-padhte phad bhi diya to girte~girte unke kadamo ko chum lena.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dosti ki wafadari me gum ka andhera ata kyun hai... jise humne chaha wo hume rulata kyun hai... agr wo mere nasib me nahi, to khuda aise logo se milata kyun hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • ना मांगी दुआ , ना कोई गुज़ारिश की, ना कोई फ़रियाद , ना कोई नुमाइश की.. जब भी झुका सर सजदे में खुदा के , बस दोस्तों की ख़ुशी की ख्वाइश की..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aaj Dur Se Koi Salam Kar Gaya Apni Yado Ka Gulam Kar Gaya Apni Zindagi Girvi Rakh Di Thi Jisko Aaj Wo Hi Hum Ko Nilaam Kar Gaya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tere khayal mein raat guzar jati hai, Bebasi k haal mein raat guzar jati hai, Tu muhe yaad karti hai k nahi, Isi swal mein raat guzar jati hai, Tere chehray ka aks zehn mein bnata hun, Tasveer-e-malal mein raat guzar jati hai, Kash k tu har waqt mere sath rahay, Bas isi khawaish-e-kamal mein meri sari raat guzar jati hai….
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Baaki Kuch Nhi Ab Zamaane Me, Zindagi Guzar Rahi H Tujhe Bhulane Me, Ab Kyu Yaad Aate Ho Itna Door Jane Ke Baad, Shayad Tu Khush H Mujhe Yun Rulane Me,...:-)
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • E-Muqaddar Kya Hain Mere Liye Bas Tanhaiya Kya Nahi Kistmat Mein Mere Koi Khushiya Yaha Maine Lakho Raate Guzaari Khushi Kee Chaah Mein Kyu Nahi Hain Jholi Mein Meri Khilti Hui Si Roshniya
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Apnay Bister Per Bohat Der Se Main Neem Daraz Sochti Hon K Is Waqt Who Kahan Ho Ga Mai Yahan Hon Magar Is Koocha-E-Rango-Bo Main Roz Ki Tarah Who Aaj Bhi Aya Ho Ga Aur Jub Us Nai Wahan Mujh Ko Na Paya Ho Ga Aap Ko Maloom Hai Who Aaj Nahi Ayi Hain Meri Her Dost Se Us Nai Yehi Poocha Ho Ga Chalte Chalet Koi Manoos Si Ahat Pa Ker Dosto Ko Bhi Kisi Uzr Se Roka Ho Ga
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Meri Aankho Me Jo Aansu H Vo Tumhi Ne Diye, Mere Dil Jo Gahare Zakhm H Vo Tumhi Ne Diye, Diya Hi Ky Tohfe Me Dard Aur Aansu K Siway Aaj Tak, Jo Bhi Tohfe Mile Hume Vo Sirf Aur Sirf Tumhi Ne Diye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Meri Janaje Pe Woh Aanson Bahane Nikle Hai, Mere Pyaar Ke Woh Kimat Chukana Nikle Hai, Koi Keh De Unhe Yeh Pyaar Hai Koi Bazar Nahi, Jaha Paiso Se Woh Meri Mayiyat Saazane Nikle Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • ise sun lo sabab is ka na pucho mujhe tum se mohabbat ho gai hai suna hai ik nagar hai aansuon ka usi ka dusara naam aankh bhi hai wohi teri mohabbat ke kahani jo kuch bhuli hui kuch yaad bhi hai tumhara zikr aaya ittefaqan na bigado baat par baat aa gai hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kaun Kise Dil Me Jagah Deta Hai, Ped Bhi Sukhe Patte Gira Deta Hai, Wakif Hai Hum Duniya Ke Riwazo Se, Dil Bhar Jaye To Har Koi Thukra Deta Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aapki Ada Se Hum Madhosh Ho Gaye Aap Ne Palat Kar Dekha Tho Hum Behosh Ho Gaye Yehi Ek Baat Kehni Thi Aapse Na Jaane Kyun Aapko Dekthe Hi Hum Khamosh Ho Gaye…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil ko main samjhaoon kaise ? Aana chahoon tere pass, to aaon kaise ? Meri har saans amanat hai teri yadon ki, Toot kar is se zyada tujhe chahu kaise ? K.k
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • "Time is like a river , you cannot touch the same water twice.., because the flow that has passed again .. Enjoy Every Moment Of Life"...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mat Zikar Kijiye Meri Ada Ke Baarey Mein, Mein Bahut Kuch Janta Hun Wafa Ke Baarey Mein, Suna Hai Woh Bhi Mohobbat Ka Shouk Rakhte Hai. Jo Jante Hi Nahi Wafa Ke Barey Mein...!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • har su dikhai dete hain wo jalvagar mujhe kya-kya fareb deti hai meri nazar mujhe aaya na ras nala-e-dil ka asar mujhe ab tum mile to kuch nahi apni khabar mujhe dala hai bekhudi ne ajab rah par mujhe aankhen hain aur kuch nahi aata nazar mujhe karana hai aj hazrat-e-naseh se samana mil jaye do ghadi ko tumhari nazar mujhe yaksan hai husn-o-ishq ke sarmastiyon ka rang un ke khabar unhen hai na apni khabar mujhe main dur hun to ruh-e-sukhan mujh se kis liye tum pas ho to kyon nahi aate nazar mujhe dil leke mera dete ho dag-e-jigar mujhe ye baat bhulane ke nahi umr bhar mujhe
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mohabbat Ka Hum Farz Adaa Karte Hai, Aap Ke Naam Pe Jaan Fidaa Karte Hai, Aap Ko Bhool Se Bhi Zakhm Na Aaye Kabhi Khuda Se Hum Ye Duaa Karte..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khwab Dekhne Ki Jab Aadat Ho Jati Hai. Haqiqat Berang Nazar Aati Hai. Koi Jeene Ke Liye Intezar Karta Hai. Or kisiki Jindgi Intezar Main Beet Jati Hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS